wo kehta hai................
btao besabab Q rooth jate ho..???????
main kehta hun
zara mujh ko manao
acha lagta hai
wo kehta hai.......
mera dil tum say
aakhir Q nhi bharta.....???
main kehta hon.......
mohabat ki koi hadd nhi hoti
wo kehta hai.........
batao
main tumhein Q
bhaa gaya itna.....????
main kehta hon....
haadsay to ho he jate hain
wo kehta hai.........
achanak main
tumhain youn hi
rulaa don to...??????
main kehta hon mujhe dar hai k
tum bhi bheeg jao gy.........
And Your Lord Never Forget