hmm sahi kaha
Aap SAW ne farmaya hai " Momin ko gussa jaldi ata hai aur bohat jaldi chala jata hai" matlab zabt karta hai chahey baat buri lagei.
Gussey ka izhar shaksiyat ki kamzori hai is me koi shak nahi. insan ke ander jo latayif maujood hain un me shaitani latayif bhi hai aur rehmaani bhi. ZAroorat is amr ki hai ke hum kis ko ziada jila bakshtey hain.
gusa control karne ka sab sei bahter tareeka ZIKR hai. Jo zabaan zikr karti hai us ka qalb mutamin rahta hai.
gussa aye tou sunnah aur akabrin ke mutabiq Wuzoo karleina chaiye. aur us jagha sei hut jain jaha gussa aya hai aur durood shareef ka wird rakhein.
aur allah sei tauba karein ek hadees e qudsi hai us shaks ke barei me jo baar baar gunah karta hai aur baar baar tauba karta hai
Allah apne farishto ko farmata hai ke ke mujhey sharm ati hai ke mera banda baar baar tauba karta hai. Ab me is ko yah gunnah karne hi nahi doonga.
Allah mujhey Aap Saw ka ikhtaq ma partau banaye ameen.
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا
ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے
And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)