tere ahsaas ke kuch khuwaab aur suhaaney chaiyeh
lamha lamha ho wasl aisey bhi tou zamaney chaiyeh
yeh theik hai ke marta nahi koi kisi ke lia
tere jaisey bhi jeeney ke kuch bahaney chaiyeh
jahan na ho rind o waayiz ki dastaar me fark
umr kaatnei ko aisey kuch aastaaney chaiyeh
yeh bahar ki dunya merei mann sei meil nahi khaati
jaha mein hoo sirf chahar taraf aisey weeraney chaiyeh
youn gumnaam sa rahna meri fitraat me shamil nahi
mujhey phir kudh sei jurey terei fasaney chaieyh....
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا
ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے
And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)