|
|
Posts: 1,063
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2008
Location: In Heart of people
Gender:
|
|
Chaman ki baharon main tha aashiyaana
Na jaane kahan koh gaya woh zamaana
Tumeh bhulaane ki main koshish karoongi
Yeh waada karo ke tum yaad na aana
Mujhe mere mitne ka ghum hai toh yeh hai
Tumhe bewafaa keh raha hai zamaana
Khudaraa meri qabar pe tum na aana
Tumeh dekh kar shaq karega zamaana.
|