|
|
Posts: 736
Country:
Join Date: Dec 2009
Gender:
|
|
Quote:
Originally Posted by happy123
i agree it opal mujhe bhi kuch aisa he lagta hai our kuch nainsafi indian team ki taraf se bhi lag rhi thi or indian player k out hone ma bhi kuch daal ma kala to waqye lag rha tha ,pakistan jaan bojh kar hara ya nahi ye to hum nahi keh sakte lakin match ma kuch daal ma kala zaror laga
|
Sis ye tu Allah he behter jante hain k kya hua hai.. par ye sawal serf hum pakistaniyon k zehan main nahi..Indians ki bhi zaban par hai.. k kuch garbar hai..
Na jaane tum pe itna yakin kyon hai?
Tera khayal bhi itna haseen kyon hai?
Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai;
to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?
|