|
|
Posts: 736
Country:
Join Date: Dec 2009
Gender:
|
|
buhat khub sis...baaz shairi humari Aainadar hoti hai..hamein apna aap unn lafzon main mehsos hota hai..
shamma jis aag mai jalti hai numaish k liye
hum usi aag mai gumnaam se jal jaty hain
thanx 4 sharing
Na jaane tum pe itna yakin kyon hai?
Tera khayal bhi itna haseen kyon hai?
Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai;
to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?
|