 |
|
|
Posts: 335
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2009
Location: mumbai
Gender:
|
|
Chalo ab kuch spirituality ki batein karte hai. Abhi main soch raha hun ki jab bhi main mulha logon ko dekhta hun ya phir kabhi burkhawali bina naqab ke dekhta hun... toh mujhe aisa kyun lagta hai ki maine tum logon ko pehle kabhi kahi roz dekha tha. Abhi maine bachpan se kitne sare logon ko dekha, lekin mujhe kabhi aisa nahi laga. Maine sardar ko dekha, hinduo ko dekha, phir gore chite foreigner ladkiyon koh bhi dekha, lekin unhe dekhkar mujhe toh kuch bhi nahi lagta. Toh aisa toh nahi ki tum kuch log mere sapno ke ho. Ya phir tum woh kehte he immortal log ho. Tum log lipa chipi ka khel kafi acha khel lete ho. Kabhi main ghar se nikalta hun, toh koi dikhta hi nahi hai. Bachpan main bhi main bohot ghumta tha, toh mujhe ek bhi bar mulha nah hi burkhawali dikhi hi nahi! Mujhe thode din pehle sapna aya tha, maine usme dekha ki main platform ki sidhi pe khada tha, bohot bhid thi. Samne dusre platform ki sidhi par burkha wali meri fav aunty ghar chod ke ja rahi thi. Maine kitna chilaya usne suna hi nahi.
|