Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
tum jab kal aye the mere ghar tak our ruk gaye the bas dar tak main sochata reha darwaze par kyon khara ha? dair baad main samjha wo tum hi the apni parchai ke sath our tuamhre saaye ka qad tum se bi bara ha tum mere darwaze se aa sakte ho tumhara saaya nai aa sakta tum bare bi hote tu jhuk ke chale ate tumhara saaya sar nai jhuka sakta mere ghar nai aa sakta mere ghar ka har kamar har deewar choti ha har bari sheh bahir se lauti ha tumahre saaye ke pas sab kcuh bara ha tum tumhare saaye ko chor ke kahi nai jate isi liye tum bahir ho saaya bi bahir khara ha ab tumahre muj tak ane ki koi surat nai ha tum muj se alag sahi phir bi tumhin chahta houn par tumahre saaye ki muje zarorat nai ha jo jhuk nai sakta mere chote gharon main ruk nai sakta jo ruk nai sakta dil use ghar main rakh nai sakta main jan gaya houn main tumhin bulta rahon ga tumhara wajood saaye ko chor ke nai aye ga ab tum bi chale jayo ge saaya bi chala jaye ga mere ghar koi nai aye ga main Muhabbat houn yahan jo bi ata ha jhuk ke ata ha jis ka saaya bara ha wo saaye ko darwaze se bahir rakh ke ata ha main jaan geya houn main tumhin bulta rahon ga tumhara wajood saaye ko chor ke nai aye ga ab tum bi chale jayo ge saaya bi chala jaye ga mere ghar koi nai aye ga
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
thanks Stuu
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#4)
![]() |
|
|||
very nyc .. but kahi kahi sey majh nahi aai bat ![]()
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain |
(#5)
![]() |
|
|||
kehan se nai aai wo yehan likh do main bata doun ga
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#6)
![]() |
|
|||
infact sari hi bat samjh nahi aai dun scold me haan ![]()
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain |
(#7)
![]() |
|
|||
maham agar app feel se our slowly slowly wording ko paro g us ke meaning agar pata ha tu phir u ko ik dam samajh aajaye gi
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
thanks Life2

Bookmarks |
Tags |
aye, ghar, koi, mere, nai |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
*** sham tak mere ghar ka sara kam *** | umair8005 | Funny Poetry | 21 | 08-24-2011 04:13 PM |
Ghar Ghar Rulaya Yar ne...! | Hani | Share Your Favourite Videos | 6 | 05-31-2011 08:48 PM |
~~~ jin k ghar nhi hote ~~~ | umair8005 | Miscellaneous/Mix Poetry | 3 | 06-26-2010 02:00 AM |
Apni Yadon Ko Mere Ghar | CHEEMO | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 05-26-2009 04:35 PM |
Tamaam Raat Mere Ghar Ka | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 7 | 05-10-2009 07:58 PM |