Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() phir naya zakhm dene ke liye aai ho
phir mujhe chhod ke jaane ke liye aai ho reza-reza hoke bikhar gaya mera wajood phir na aaungi ye kehne ke liye aai ho kitne sangdil ho dil tumhaara pathar ka sitam mere dil pe dhaane ke liye aai ho chaak jigar karke naye naqsh chhod gai zor-e-kalam ko aazmaane ke liye aai ho lamha-lamha jee liya waqt se tujhe cheen liya ranj-o-gam se lipte kuch pal dene ke liye aai ho intezaar-e-sanam ab yehi mera muqaddar hai cheen kar mera sarapa rulaane ke liye aai ho kitni nafrat badgumaani dekhi har lafz main yakeen-e-kaamil ko jhutlaane ke liye aai ho na khel tu mere dil se dar khuda se ai sanam mere zarf ko phir se mitaane ke liye aai ho na thakunga main tere zulm-o-sitam se kabhi "MuNdA" ke zabt ki intehaa jaanne ke liye aai ho
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Jhoote waadon main qaid hai aarzoo
na tu aata hai na mout hoti hai rubaroo mand hauslon se zindagi past hai khatm hogai zindagi ki har guftugoo hasraton ke kafilon ko ankhon main liye hum chal pade anjaan safar pe chaarsoo kitni nazuk hai ishq-o-wafa ki dagar har kadam manzil ke nishaan hone ki justujoo afreen hai teri bewafaai teri dilrubaai wafa ki talaash main bhatkun main harsoo chand bhi thak haar kar badli main chup gaya tere intezaar main jalti rahi raat bhar pehroo... tere intezaar main shamma ki tarha pighalti rahi de gaya daag-e-jigar aur umr bhar ki aarzoo ....
|
(#3)
![]() |
|
|||
but zor-e-kalam kiya hota ha???
[SIGPIC][/SIGPIC]]
|
(#4)
![]() |
(#5)
![]() |
(#6)
![]() |
(#7)
![]() |
(#8)
![]() |
(#9)
![]() |
(#10)
![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
aai, aazmaane, liye, zorekalam |
|
|