Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
juda honey k mausam mai juda hona bhi parhta hai
jisey mushkil se paya ho usey khona bhi parhta hai khudi pe maan itna hai kabhi murh kar nahi daikha jisey kehdoo’n k mera hai usey hona bhi parhta hai abhi to fasl e gul ho, misl e gul ho zehn mai rakhna k jab waqt e khiza’n aaye tau phir rona bhi parhta hai mujhey nindain nahee’n bhatee’n k misl e marg hoti hain magar ikk khwab k lalach mai phir sona bhi parhta hai hamesha hansta rehta hoo’n chhupa k gham zamaney se magar jab tera naam aaye tau phir rona bhi parhta hai
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
hai, parta, rona |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Naat e Sarkar Ki Parta Hoon Main... | FAJAAN | Hamd O Naat | 4 | 08-18-2012 12:26 AM |
Hawa Ban kay bikharnay say ausay kia farq parta hay | K@IN@@T | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 08-18-2009 07:25 PM |
Tere mere beech zamaana parta hai | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 06-01-2009 09:44 PM |