Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Kabhi gham yun bhi hota hai
Ke sansen toot jatin hain kisi ki rah tak tak ker Nigahen sookh jatin hain jinhen ana ho jeewan me Wohi aane nahi paate Jinhen ana ho Khuwabon me Wo raste bhul jate hain Kabhi gham yun bhi hota hai Jahan dil apna khilta hai Wahin mosam badalta hai Hame jo naam lena ho Amanat aur ki ho Wo Hame jo baat kerni ho Sirah wo mil nahi pata Kabhi gham yun bhi hot ahai Jahan pholon ki Ahat ho Khizan bhi tan ke aati hai Koi dharkam sunai gi Hame kia raaz ki baten kabhi jab aankh dil per ho to Dil hi mil nahi paate Kabhi gham yun bhi hota hai Ke lawa beh nahi pata Khuwahish aesi hoti hai Mager hum Ro nahi sakte Sar-e-maqtal Khare hoker Kabhi tum ko pokaren to Sadain mil nahi saktin Kabhi gham yun bhi hota hai Ke mar jane ko Dil chahe Koi marne nahi deta Kabhi gham yun bhi hota hai Hame hi gham kyon hota hai? Use gham kyon nahi hota?
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#5)
![]() |
(#6)
![]() |
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
(#9)
![]() |
(#10)
![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
bhi, dedicated, gham, hai, hota, kabhi, yun |
|
|