tum meri aankh kay tevar n a bhula paao gay
jab koi ghusay say dekhy ga to yaad aon ga
ham ny khushiyon ki tarah dukh k ikathay dekhy
garhay main jab akaily phislo gy to yaad aaon ga
is judai py abi to khush ho lakin
birthday py gift na mily to yaad aaon ga
isi andaz main danta karty thy mjy
jab koi tumhain danty ga tou yaad aaon ga
ksi aur kay mozoon ko utarty waqt
mozzon ki boo aye gi to yaad aaon ga
sayah ratoon kay ghambeer sanaton main
ullu koi boly ga to yaad aaon ga
ab to maasi b rkh li hai tum ny lakin
itwaar ko khud bartan dhoo ga tou yaad aaon ga
pankha kaun jhaaly ga garmi main tumhain
june kay paseeny main bheego gy to yaad aaon ga
pehly mjsy he dhulwwaya karty thay
ab kapry khud nachoro gy to yaad aoon ga
ismain shamil hai ksi ka khoon e jigar bhi
tum surakh rang jo phenu gay to yaad aaon ga
phly kitni aram deh zindagani thee
hath main jharo jo thamo gay to yaad aon ga
[SIGPIC][/SIGPIC]
×÷·.·´¯`·)» ÂLØÑÈ (3Õ¥ «(·´¯`·.·÷×