Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
hawa thami thi zaror lekin, wo sham Jese sisak rhi thi, ke zard paton ko aandhion ne aJeeb qissa suna diya tha, ke Jis ko sun kar tmam patty sisak rhe the, bilak rhe the, Jane kis saanhy ke gham mein shaJar Jarron se Ukhar chuke the, bohat talasha tha ham ne tum ko, har ek rasta,har ek waadi, har ek parbat,har ek ghaati, kahin se teri khabar na aai to Ye keh kar ham ne Dil ko tala, hawa thame gi to dekh lein ge, ham Us ke raston ko dondh lein ge, magar hamari Ye kush khayali, Jo ham ko barbad kar gai thi, hawa thami thi zaror lekin, bari hi mudat guzar chuki thi, hamarey baloon ke Janglon mein safaid ki chandni utar chuki thi, falak pe tarey nahi rhe the, Gulab sarey nahi rhe the, Wo Jin se basti thi Dil ki BASTI, wo Log sarey nahi rahe the, Ye allmia sab se baal-tr tha, ke ham tumhare nahi rhe the, ke tum hamare nahi rahe the, HAWA THAMI THI ZAROOR...!!!!!
●❤ღ Dяєaм Lоvєґ ღ❤●
![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
hawa, lekin, thami, thi, zaror |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Kuch hawa sard thi | Hussain | Urdu Sms | 20 | 11-21-2011 09:42 AM |
Hawa thami thi zaroor lekin, | Ghuncha | Miscellaneous/Mix Poetry | 18 | 10-06-2010 03:55 AM |
Hawa Thami Thi zarOor Lekin | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 12 | 09-21-2010 06:27 PM |
Darya Ki Hawa Taiz Thi Kashti Thi Purani | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 07-30-2010 09:45 AM |
~Hawa Thami Thi Zaror Lekin~ | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 18 | 09-06-2009 11:14 PM |