Your Own Poetry !!! Post Ur Own Poetry Here !!! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Zindgani K Safar Main Gardishon Ki Dhoop Main Jab Koi Saaya Nai Milta Tu Yaad Aati Ha Maa Pyar Kehte Hain Kise Our Mamta Kya Cheez Ha? Koi Un Bachoon Se Poche Jin Ki Mar Jaati Ha Maa Ghar Se Jab Pardesh Jata Ha Koi Noor-e-Nazar Hath Main Quran Le Kar Daar Pe Aa jati Ha Maa De K Bache Ko Zamanat Main Raza-e-Pak Ki Peeche Peeche Sar Jhokaye Door Tak Jati Ha Maa Kanpti Aawaz Se Kehti Ha Beta "Alwida" Samne Jab Tak Rehe Haaton Ko Lehrati Ha Maa Jab Pareshani Main Gher Jate Hain Hum Pardesh Main Aanson Ko Ponchna Khwabon Main Aa jati Ha Maa Dair Ho Jati Ha Ghar Aane Main Aksar Jab Haamin Rait Par Machle Ho Jaise Aise Ghabrati Ha Maa Marte Dam Tak Aa saka Bacha Na Ghar Pardesh Se Apni Dono Putliyan Chokhat Pe Rakh Jaati Ha Maa Baad Mar Jane Ke Phir Bete Ki Khidmat Ke Liye Bhess Beti Ka Badal Kar Ghar Main Aa jati Ha Maa
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
(#9)
![]() |
(#10)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
maa |
|
|