Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
- Not Mine -
Bande Hi Mile Sab, Kisi Mein Bandagi Nahi Mili! Dhoondte Rahe Umra Bhar, Manzil Nahi Mili. Charaghon Ki Sarparasti Mein, Raushni Nahi Mili. Tera Har Zulm Sar Ankhon Par Utha Lete, Manga Bohat Khuda Se, Magar Zindagi Nahi Mili. Muddat Taq Tere Shehar Mein Dhoondte Rahe Hum, Bande Hi Mile Sab, Kisi Mein Bandagi Nahi Mili! Umra Bhar Apne Be-Gunah Hone Ki Saza Kaati Humne, Gunha Hoga Jo Mustaqbil Ko Maazi Ki Haqeeqat Nahi Mili. Gali Ke Har Nukkad Par Maine Maa-Baap Ki Laash Dekhi, Shayad Kisi Bete Ko Daulat-A-Wasihat Nahi Mili. Kab Taq Khush Bahali Ki Baatein Karke Tassalli Doge, Aaj Bhi Mere Desh Mein Kisi Bhooke Ko Roti Nahi Mili. Waqt Ne Humein Kuch Is Qadar Badal Diya, Aaine Hazaron Dekhe, Apni Surat Nahi Mili! Aur In Parindon Ki Baghawat Jaiz Hai "Qadeer", Jinhe Raat Guzarne Apne Hi Paid Ki Shaqeen Nahi Mili!
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
^^ Pasand Karne Ka Shukriya Safa Jee.
- Not Mine - Muskurana Bhool Gaya,. Us Sehar Se Yun Nikla, Kahin Aur Jana Bhool Gaya,. Ansuon Se Fursat Na Mili, Main Muskurana Bhool Gaya,. Is Daur Ki Mohabbat Jo Dekhi Maine Sabko Karte Hue,. Mohabbat Ka Naam Bhi, Zubaan Pe Laana Bhool Gaya,. Ab Mohabbat Ban Gayi Hai Hawas, Sab Bhooke Hain Jism Aur Daulat Ke,. Aashiq Bhi Yahan, Majnu Aur Ranjha Ki Mohabbat Nibhana Bhool Gaya,. Ye Kaise Rishte Hain, Kaisi Halaalat Hai, Kaisa Manzir Hai,. Ab To Kuch Yaad Na Raha, Main Bhi Wo Sacha Zamana Bhool Gaya,. Chala To Tha Main Bhi Un Raho Mein 'Azeem', Mohabbat Ki Talash Mein, Yun Gumraah Hua Main Bhi, Apne Ghar Laut Ana Hi Bhool Gaya,.
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
Thank You Stranger And Ruby Jee =)
- Not Mine - Tanhai Se Azaad Kar Do Mujhe,. Aaj Phir Pukaar Lo Mujhe, Is Tanhai Se Azaad Kar Do Mujhe,. Tum To Aik Roshan Sitara Ho, Jismein Mera Kuch Nahi,. Aik Zarra Hoon Main, Apne Saath Kuch Jagah Do Mujhe,. Aaj Phir Pukar Lo Mujhe, Is Tanhayi Se Azaad Kar Do Mujhe,. Ye Kaisi Ghuttan Si Is Hawa Mein Hai, Ke Saansein Bhi Hain Dam Todti,. Jee Lun Phir Se Zindagi Ko Main, Kuch Aisi Du'a Do Mujhe,. Aaj Phir Pukaar Lo, Is Tanhayi Se Azaad Kar Do Mujhe,. Yeh Meri Khaamoshi Hi Meri Majboori Hai, Jaise Koyi Khamosh Sa Samundar Hoon Main,. Lehar Uth Jayegi Yahan Bhi, Tum Apni Hi Awaaz Do Mujhe,. Aaj Phir Pukar Lo Mujhe, Is Tanhayi Se Azaad Kar Do Mujhe,.
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
(#10)
![]() |
|
|||
Thank You HZ..
- Not Mine - Maloom Hai Khudaya, Tu Mera Bhala Karega,. Meri Khoyi Hui Khushiyon Ko Zaroor Ata Karega,. Phir Bhi Ya Rab Tujhse Mohabbat Mangta Hoon,. Tujhse Apni Chahat Ki, Main Bheek Mangta Hoon,. De De Mujhe, Jo Mere Dil Mein Arman Baaki Base Hain,. De De Mujhe, Wo, Jo Mere Hisse Ki Tere Paas Khushi Hai,. Tu Hai Beshaq, Rab-U-Aalameen,. Tere Liye Koyi Cheez Nahi Na-Mumkin,. Dega Tu Zaroor, Tujhse Hi Umeed Lagaye Bhaita Hoon,. Tera Hi Hoon, Aur Tere Hi Aage Sar Jhukaye Bhaita Hoon,.
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
fav |
Thread Tools | |
Display Modes | |
|
|