Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Apni hi roh ki talash mein jala ja reha houn Badlte mausam mein khud ko kose ja reha houn Yahi dhoop yahi chaon kal bi aya karti thi Phir chaon chod mein dhoop mein kyun jiya karta tha Aaj phir din nikla phir raat ayi Khabi khola Aasman tu khabi badlon ki ghata chai Aaj phir chand aya ha falak pe Shayad isi liye sitaron ne apni doli hi sajyi Khamosh patton ki ye sarsrahat Kuch yaad dilya karti ha Has kar humin humari hi kehani suna kar Chali jaya karti ha Aisa lagta ha wo has rahi hain hum par Par khush houn ki un ki khushiyon ka ehsaan tu ha hum par Lena-dena mol-bhao tu chalta rahe ga Par khushi ka ye manzar yahin nai thame ga Beete kal ko peeche chod aye hain hum wahan ki khushiyon ko bi sath le aye hain hum Kal kya howa kal kya ho ga Muje nai pata Aaj main jeena chahta houn aaj main ji kar rahon ga Bas yahi ha mera FAISLA
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
beautiful khuwab ji..
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain |
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
faisla |
Thread Tools | |
Display Modes | |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Be-Bass Thay Na Kar Paaye Faisla … | ShArArTi MuNdA | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 07-22-2009 10:47 PM |
bara doshwar hota hai zindagi ka faisla karna | K@IN@@T | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 04-24-2009 05:13 PM |