Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
chand k sath kai dard purane nikle kitne gam the jo tere gam ke bahane nikle fasl-e gul ai phir ik bar asiran-e-vafa apne hi khun k dariya main nahane nikle hijr ki chot ajab sang-shikan hoti hai dil ki befaiz zaminon se khazane nikle umr guzri hai shab-e-tar main ankhain malte kis ufaq se mera khurshid na jane nikle ku-e-qatil main chale jaise shahidon ka julus Khvab yuu bhigti ankhon ko sajane nikle dil ne ik int se tamir kiya taj mahal tu ne ik bat kahi lakh fasane nikle dasht-e tanhai-e-hijranN main khara sochta hun haye kya log mera sath nibhane nikle main ne 'Amjad' use bevasta dekha hi nahi
vo to Khushbu main bhi ahat ke bahane nikle..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
chand, dard |
|
|