Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Apne gham ka sabab kaise bataye koi kyun kisi aurke dard ko badhaye koi tanhai se batein karke dil behlata hai bas sirf isi umeed pe ke aajaye koi dilase or tasalliyan khoob marham hain par gehre daaghon ko kaise mitaye koi thes jigar pe lagi to tukde-tukde hone de kaanch ke tukdon pa kaise chala aaye koi panchi hun to hawa ka rukh janta hun par toofan se kaise khudko bachaye koi raat ka suraj to abhi nikla nahi lekin din ke chand ko raushni dikhlaye koi dhundon se milte nahi aajkal dost bhi par kyun kisi ghair ko apna banaye koi sargoshi ka gungunana teergi ka itrana is mausam mein aye dil kaise muskuraye koi
Main Tere Hath Pe Rach Jaon Rango Ki Tarha, Tu Mera Naam Hathon Pe Kabhi Saja Kar To Daikh.. |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
(#9)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
apne, bataye, gham, kaise, koi, sabab |
|
|