Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye, Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye, Khud hi kar li bewafai humne, taaki unpar koi ilzaam na aaye Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain Milna itifaak tha bicharna naseeb tha Wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha Hum usko dekhne k liye taraste he rahe Jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha Kaash banane wale ne humein aansoo banaya hota, Aur mehboob ki aankhon me basaya hota, Jab girte unki aankh se unki god me, Thoda marne ka maja bhi aaya hota Zindagi ki raho me jab aage aage jaaoge, Peeche ek saaya tum hurdum paaoge, Mudkar dekhoge to tanhaayi hogi, Agar mehsoos karoge to humko paaoge Zuban hi sirf ek zaria nahi Jo aap lafzon ko samajh paayenge kabhi aankhon mein jhaank kar dekhiye Hazaro alfaz khud-ba-khud bikhar jayenge Dard se dosti ho gayi hai doston, Zindagi bedard ho gayi hai doston, Kya hua jo jal gaya aashiyana humara, Magar door tak roshni ho gayi hai doston Ankho me aansuo ko ubhar ne na diya,
Mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya, Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan, Us raah se kisi ko gujar ne na diya
[SIGPIC][/SIGPIC] LOVE... is not how you forget ;but How you forgive
Not how you listen; but how you understand Not what you see; but what you feel And not how you let go; but how you hold on |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
(#8)
![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
poetry, sad |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
my poetry | dur-e-shahwar | Funny Poetry | 13 | 08-28-2011 11:25 AM |
poetry | ~wish munda~ | Image Poetry | 11 | 08-24-2011 04:11 AM |
U R My Poetry ! | SHAYAN | English Poetry | 3 | 08-12-2009 08:53 PM |
Sad poetry | dur-e-shahwar | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 04-03-2009 08:13 PM |
~~~ eid poetry 5 ~~~ | umair8005 | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 10-02-2008 02:46 AM |