|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|
Bhunni hui kaleji gurday
Kalegi Aur gurday ............ ......... ......... .. Aik Bakray K Lein Lein Yani Miqdar Main
Pyaz........ ......... ......... ......... ..2 adad
{bareek akt lein}
LEhsan...... ......... ......... ....Aik gathi
Tamatar..... ......... ......... .....aik adad
Bareek Kat Lein
hari mirchein.... ......... ......... .2 adad
Namak....... ......... ......... .half chaye ka chamch
surkh mirch powder...... ......... ......half chaye ka chamch
haldi aik chutki k barabar
garam masala...... ......... ......... ......... ....2 chutki k brabar
hara dhaniya..... ......... ......... ......... .....bareek kata aik khane ka chamch
oil ............ ......... ......... ......... ........pak anay k liye hasb e zarurat
------------ --------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -----
pakanay k bartan main oil lein us main pyaz,lehsan, tamatar, hari mirch dal ekr fry kerein pinky sa hone epr tumam maslaa jaat dal ker bhunein aur phir 2 glass pani dal ker steam laga dein
5 se 8 min baad steams ehatayein aur agar pani ho to taiz aanch epr khushk kerien agar pani nahi to masala pakanay k chamch s e bhunte hue piste jayein
ab jab masala oil chor de to is main kaleji gurday dal ker 10 min bhunein aur ab aik se derh glass pani dal ker pani dal ker steam laga dein 10,15 min per darmiyan main aik daffa check zarur kerein k kahin jal na jaye jab gal jaye to agar azafi pani ho to taiz aanch per bhunte bhunte khushk kerien aur phir bhunte bhunte jab oil chorne lage
to ab hara dhaniya dal ekr dish out kerein
garam garam naan k sath ya tanduri roti k sath sath salad aur hari chutni bhi dahiw ali ho to maza dobala ho jata hai
|