Gul Hui Jaati Hai Afsurda Sulagti Hui Shaam - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Ghamgheen/Sad shayari » Gul Hui Jaati Hai Afsurda Sulagti Hui Shaam
Ghamgheen/Sad shayari !! Share Only Ghamgheen /Sad shayari Here!!

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
SHAYAN SHAYAN is offline
 


Posts: 84,290
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Gender: Male
pix320 Gul Hui Jaati Hai Afsurda Sulagti Hui Shaam - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-03-2011, 09:42 PM

Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Dhul key nikley gi abhi shashma-e-mehtaab se raat
Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Gul Hui jaati hai...

Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Aur mushtaq nigahoN ki suni jaye gi
Aur mushtaq nigahoN ki suni jaye gi
Aur un hathon se mas hoN gey yeh tarse huey hath
Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Gul Hui jaati hai...

Un ka aNchal hai key rukhsar key pairahan hai
Kuch to hai jis hui jati hai chilman rangeeN
Jane us zulf ki mohoom ghani chaoN mein
TimTimata hai woh aveza abhi tak key nahiN
Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Gul Hui jaati hai...

Aaj phir husn-e-dillara ki wohi dhaj hogi
Aaj phir husn-e-dillara ki wohi dhaj hogi
Wohi khwabeeda si aankhen wohi kajal ki lakeer
Rang-e-rukhsar pe halka sa woh ghaze ka ghubaar
sandali haath pe dhundli hi hina ki tehreer
Apne afkar ki, ashaar ki, duniya hai yehi
Jaan-e-mazmooN hai yehi, Shahid-e-ma'ana hai yehi
Apna mouzo-e-sukhan in key siwa aur nahin
Tab-e-Shayer ka batan in key siwa aur nahin

Yeh khooN ki mehek hai ya lab-e-yaar ki khushboo
Yeh khooN ki mehek hai ya lab-e-yaar ki khushboo
Kis rah ki jaanib se saba aati hai dekho

Gulshan mein bahar aai key zindaN hua aabad
Kis samt se naghmoN ki sada aati hai dekho
Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Dhul key nikley gi abhi shashma-e-mehtaab se raat
Gul Hui jaati hai afsurda sulagti hui shaam
Gul Hui jaati hai...

 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
afsurda, gul, hai, hui, jaati, shaam, sulagti


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ahmed Faraz ( Hui hai Shaam tou Ankhon mein bus gaya ha phiri 'Tu' ) M A H i Video Poetry 13 08-17-2012 06:43 PM
Ye Ajab Surat-e-Haal hui JaatI Hai Ghuncha Urdu Sms 16 11-18-2011 11:57 PM
Hui Hai Shaam To Ankhon Me Bas Gya PhR Tu Hussain Miscellaneous/Mix Poetry 7 08-05-2011 01:46 PM
{{Woh Siskiyan Leti Hui Apne Aap Se Kuch Kehti Hui}} By ADoO !~*AdOrAbLe*~! Miscellaneous/Mix Poetry 8 06-13-2010 06:02 AM


All times are GMT +5. The time now is 06:55 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG