Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() Raat ka aik pal mujey Kahin door bohat door le gia Ankhoon main neend na thi phir bhi Khuli ankhoon main Khawab sajayey main ne Eik phool khila tha kehin Shakh pe laga jesay Bhoj dahra hai koi Wo shakh jhuki to jhukti hi gai Najaney muhabat ka nasha tha Ya majboori us ki Pass hi bahnwara aik Kehin se chala aya Pal ke liaye therah Phool se ankh millai Aesay main raat ka pehar bernay laga Kehin se aik jugnu aan betha Humdard ban ker Phir raat ka paher bhi Dheeray dheeray berhta gia Subha ki hawa sath Roshni ki kiran laai Phool ka kia houa?????? Shabnam houi rukhsat Suraj ki kiran ke sath Phool na bewafai seh paya In rishtoon ki Phir bikhar gia Is hawa ke sang sang Main na dekh paya tamasha Is judaai ka Palta to meray sang Bhi koi na tha Neend meri na khawab meray Bas main aur meri tanhai thi...
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
Allah hafiz...
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
NICE Ab to kisi bhi baat pe, etbaar nahi hota Hote hain bas samjhaute dilon ke, koi pyaar nahi hota… Kitna bhi samjha len hum, is dil-e-naadaan ko Ek qatra kabhi, koi saagar nahi hota… Dil mein liye hasarat kisi ki ye umra guzar jaati hai Ki taqdir pe kisi ki apni, ikhtiyaar nahi hota… Lagte hain jo pal suhane, wo hain mere bas khaabon ke Haqiqat mein kabhi khushi ka, deedar nahi hota… Dhal jaate hain ye ashk, ek aur ghum ki raah liye In honthon ko ab kisi hansi ka, intezaar nahi hota ![]()
|
(#9)
![]() |
|
|||
اگرچہ زور ہواؤں نے ڈال رکھا ہے
مگر چراغ نے لو کو سنبھال رکھا ہے محبتوں میں تو ملنا ہے یا اجڑ جانا مزاجِ عشق میں کب اعتدال رکھا ہے ہوا میں نشہ ہی نشہ فضا میں رنگ ہی رنگ یہ کس نے پیرہن اپنا اچھال رکھا ہے بھلے دنوں کا بھروسا ہی کیا رہیں نہ رہیں سو میں نے رشتہ غم کو بحال رکھا ہے ہم ایسے سادہ دلوں کو وہ دوست ہو کہ خدا سبھی نے وعدہ فردا پہ ٹال رکھا ہے حسابِ لطفِ حریفاں کیا ہے جب تو کھلا کہ دوستوں نے زیادہ خیال رکھا ہے بھری بہار میں اک شاخ پر کھلا ہے گلاب کہ جیسے تو نے ہتھیلی پہ گال رکھا ہے فراز عشق کی دنیا تو خوبصورت تھی یہ کس نے فتنہ ہجر و وصال رکھا ہے
|
(#10)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
meri, tanhai |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Meri mahboob | shahidalikiyani | shahidalikiyani | 21 | 09-26-2012 06:25 PM |
~~~ yh dua hy meri ~~~ | umair8005 | Urdu Sms | 14 | 11-22-2011 06:47 PM |
Kabhi yoon bhi aa meri aankh mein k meri nazar ko khabar na ho | Nick | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 01-20-2011 02:04 AM |
Tum Meri Ho Jao Gi Ik Din | ShArArTi MuNdA | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 07-22-2009 10:08 PM |