 |
Banned
|
|
Posts: 23,626
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: USA
Gender:
|
|
Ya allah ya allah ya allah ya allah
Tum hi se roshni tum hi se ye jahan
Tu hi maalik mera tu hi raziq mera
Tu ne paida kiya mujh ko khana diya
Tu hai rabbul alam Tera hai shukriya
shukriya shukriya shukriya shukriya
Ya allah ya allah ya allah ya allah
Tujh se milna hai mujh ko ek din khuda
Tera deedar kar mujh ko us din ataa
Maaf karde mere saare gunah
Tu hi mera khuda rehnuma rehnumaa
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Ya allah ya allah ya allah ya allah
Tu ne sunli dua meri dil ki sada
Mujh ko dikhlaii rah mujh pe hai merhruba
Tujh pe mujh ko yaqeen tum hi se zindagi
Tere sajde giru barhaa barhaa
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Ya allah ya allah ya allah ya allah
|