Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai..
Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai.. Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say howa ? Mujhay tu khair taira intazaaar karna hai Hawa ke zad mein jalanay hain ansoon kay chiraagh Kabhi yeah jashan sar rah'guzaar karna hai woh muskura kay naye waswasoon mein daal gaya Khayaal tha eh ussay sharamsaar karna hai Misaal e shaakh e barhana khizan ke rut mein kabhi Khud apnay jisam ko bay barg o baar karna hai tairay firaaq mein din kiss tarhaan kattain apnay Keh shughal e shab tu sitaray shumaar karna hai Chaloo yeah ashak hee moti samajh kay baich ayain Kissi tarhaan tu humain rooz'gaar karna hai Kabhi tu dil mein chupay zakham bhi numayaan hoon Qaba samajh kay badan taar taar karna hai Khda khabar yeah koi zid keh shouq hai mohsin Khud Apni jaan kay dushman say payaar karna hai.....
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
(#10)
![]() |
|
|||
zabardast bro
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
hai, hunar, ikhtiyar, krna, mein, wafa |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~~ Wafa Me Ab Ye Hunar ~~ | umair8005 | Urdu Sms | 10 | 11-23-2011 06:02 PM |
Wafa me ab ye hunar ikhtiyar krna hai | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 05-13-2011 09:37 AM |
Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai !!!! | FAJAAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 10-05-2010 04:42 AM |
| Wafa Me Ye Hunar Ikhtiyar Krna Hai | | Hussain | Image Poetry | 12 | 07-27-2010 05:50 PM |