| Islamic Issues And Topics !!! Post Islamic Issues And Topics Here !!! |
| Advertisement |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
|
|
(#1)
|
|
|||
![]() ![]() Har ek ko Mout ka Maza Chakhna he. Be shak Mout Bar Haq he agar Mout se koi bach pata to wo Nabi Kareem Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam ki Zaat hoti... Jab ka Irada hua k Nabi Kareem Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam ko dunya se parda farma k apne pas bulaya jae to ne Jabrail Alehe-Salam ko aur Mout k farishte ko bheja aur kaha jao mere MEhboob (Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam) ko mera Pegham dedo Bolo ne aap ko apne pas bulane ka Irada kar lia he agar aap ki Ijazat ho to hum aap ki Rooh Mubarik Qabz karen? aur agar mera Mehbood Ijazat dede to to Rooh Qabz kar lena warna wapis ajana... A Aehle-Emaan sun lo kiis Nabi ko ye Buland maqam hasil nhi he kisi bhi nabi ki rooh qabz karne se pehale us nabi se Ijazat nhi mangi gai ye maqaam ne sirf Nabi Kareem Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam ko hi ata kia he ... Chunacha Ap (Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam) ne us time apni Ummat ko yad kia aur :allah se farmaya k A mere :allah mere bad meri Ummat ka kia hoga ? to ne farmaya A mere mehboob me aap ki Ummat ko kabhi ghamgeen nhi hone donga aur jab tak ata karta rahonga jab tak aap Razi na ho jaen... Phir Rasool ALLAH (Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam) ne Rooh qabz karne ki Ijazat dedi... To batana ye maqsood tha k mout ka maza sub ko chakna he koi is se mo nhi mor sakta ye jo mene upper itni sari baten bayan ki hen is ka mene hawala nhi dia is time mere zehen me nhi he lakin muje umeed he k aap sub ka is pe Emaan hoga Q ap sub ki maloomat mujse ziada he lakin INSHA ALLAH me next time Full Proof k sath ye Hadees ko Complete bayan karonga.. se Dua he mene jo kuch is me galti ki he lafzon ki aur jo bi galti ki he muje maaf kare aur hum sub ko Yum-e-Akhrat ki fikar karne ki taqat de ... ![]() ![]()
|
| Sponsored Links |
|
|
| Bookmarks |
| Tags |
| نفس, کل |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| فاسٹ فوڈ کا زیادہ استعمال آپ کی ذہانت پر من | ROSE | Health & Care | 5 | 06-03-2013 12:02 AM |
| فاقہ، تنگ دستی اور ملبوسات میں تھوڑی چیزو | life | Quran | 34 | 10-31-2012 04:36 PM |
| اللہ کسی شخص کو اس کی طاقت سے زیادہ تکلیف نہ | ROSE | Quran | 4 | 07-08-2012 05:13 PM |
| اللہ کسی شخص کو اس کی طاقت سے زیادہ تکلیف نہ | ROSE | Quran | 7 | 01-23-2012 06:20 AM |
| اگر اللہ تمہیں کسی قسم کی کوئی تکلیف پہنچا | ROSE | Islamic Issues And Topics | 1 | 04-30-2010 08:37 PM |