Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Is Tarah Mile Ho Tum
Jaise Tareek Raahon Pe, Koi Diya Ho Madham Sa, Jiski Roshni Mein Khud Ko Dekh To Sakta Hoon Magar, Ye Roshni Ka Safar, Shayad Mera Humsafar Na Ho, Shayad Ke Tera Milna Kabhi Bhi Meri Zindagi Ka Mukaddar Na Ho, So Aaj Inhi Lamhon Mein Lauta Dun Jitni Chahatein Hai, Mere Dilke Har Ek Kone Mein Jitni Ankahi Baatein Hai, Phir Kal Fursat Mile Ya Nahi, Jis Tarah Saji Hai Aaj Apni Mehfil, Phir Ye Bazm Kabhi Saje Ya Nahi, Kyon Ke Main Janta Hoon, Meri Natamaam Khwahishon Mein Ab Tumhe Bhi Shamil Hona Hai, Aaj Paya Hai Tumhe Mukaddar Se, Kal Ki Tarah Tumhe Khona Hai...
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
istrah, mily, tum |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~!coffe penny ka agr moqa mily to!~ | Dast-e-Tanhai | GupShup | 502 | 09-18-2013 10:33 PM |
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Urdu Sms | 21 | 11-22-2011 06:14 PM |