Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#3)
![]() |
|
|||
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi Main ne jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe Takht de, Mere Humsafer, Mere Chara-ger, Ye hai mohabbat ka khatan safer Mere sath chalna zra soch ker Zra dekh to mera hosla Mere paas jo bhi wo hai tera Nahi aur kuch bhi tere siwa Meri Dosti Meri Zindgi Meri Khamoshi Meri Be-basi, Mera Ilm bhi Mera Naam bhi, K meri Subha K meri Sham bhi K jo mil saken mere Daam bhi, Wo sabhi kuch tujh ko ata kre; Mere chara gr tu yaqin to kr Mujhe mangna to na aa ska Main ne phir bhi mangi yehi Dua K gwahi de ga mera Khuda Maine jub b us se talab kya! Nahi manga kuch bhi Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Main ne jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
Onchy Parbat
Neela Sagar Pagal Barish Tum Aur Main ... Mehendi Khushbo Kajla Aanchal Band Hatheli Tum Aur Main Door Kahin Barish Me Bheegi Peeli Sarsoon Tum Aur Main Jab To Chere Zulfain Meri Chandan Khushbo Tum Aur Main Jangal Me Koi Chota Sa Ghar Matti Choolha Tum Aur Main Hr Raah Hr So Pheli Khushbo Barish Badal Tum Aur Main Kandha Tera or Sir Mera Pagal Si Chup Tum Aur Main Kaaly Badal Rim Jhim Barish Neela Aanchal Tum Aur Main Paas Ksi Koyal Ki Ku Ku Gehra Jangal Tum Aur Main Onchy Onchy Ghane Ghanair Bolty Paty Tum Aur Main
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#6)
![]() |
|
|||
Ek roz koi to sochay ga! .
. . Farza'no'n ki is basti main Ik shakhs tha pagal pagal sa Par baatein theek hi kehta tha Barish ki tarah pur-shor na tha Darya ki tarah chup rehta tha Jin se us ko pyar tha Taane bhi unhi ki sehta tha Ek roz koi to sochay ga! Dunya ne usy kuch bhi na diya Par us ne jag ko pyar diya Jaan rotay rotay kho betha Dil hanstay hanstay haar diya Jo nazm likhi bharpoor likhi! Jo sher diya shahkar diya! Kiu jeetay jee dargor hua Kis chah pay tan mann har diya Tha dushman koun bechare ka? Kis ranj nay us ko maar diya? Ek rooz koi to sochay ga
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
(#7)
![]() |
|
|||
Chalo... Kuch Dair Hanstey hain Mohabat per.. Inayat per.. Ke Be-Buniyaad Batein Hain.. Sabhi Rishtey.. Sabhi Naatey.. Zaroorat ki hein Ijaadein.. Kahin Koi nahi marta.. Kisi key Wastey Jana.. Ke , Sab hai Phair Lafzon ka.. Hai Sara Khel Harfon ka.. Na hai Mehboob koi Bhi.. Sabhi Jumlay se Kastey hein.. Chalo... Kuch Dair Hanstey hain...! Us'he ko Yaad kartay hain.. Jisey Ham Zeest Kehtay hain.. Ke Lena Saans Bin Jis ke.. Hamein Ik Jurm lagta hai.. Ke Sang Jis kay her Ik Lamha.. Khush-o-Khuram Guzarta hai.. Jise hum Zindagi Kehtay.. Jise hum Shairy Kehtay.. Ghazal ka Qaafiya tha Jo.. Tha Jo Unwaan Nazmo ka.. Wo Lehja Jab Badalta tha.. Qiamat-Khez Lagta tha.. Waqt say Aagay Chalta tha.. Bala ka Tez Lagta tha.. Jo Saya Ban ke Rehta tha.. Juda Ab Us key Rastay hein.. Chalo...Kuch Dair Rotay hain...! . . . Chalo...Kuch Dair Hanstay hain...!
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
(#10)
![]() |
|
|||
خواب دل ہیں نہ آنکھیں نہ سانسیں کہ جو
ریزہ ریزہ ہوئے تو بکھر جائیں گے جسم کی موت سے یہ بھی مرجائیں گے خواب مرتے نہیں خواب تو روشنی ہیں، نوَا ہیں، ہوا ہیں جو کالے پہاڑوں سے رکتے نہیں ظلم کے دوزخوں سے بھی پھُکتے نہیں روشنی اور نوَا اور ہوا کے علَم مقتلوں میں پہنچ کر بھی جھُکتے نہیں خواب تو حرف ہیں خواب تو نُور ہیں خواب سُقراط ہیں خواب منصور ہیں
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے ![]() And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
dareechaenazam |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
*~*Dareecha Hay Dhanak Ka*~* | anabia | Mohabbat shayari | 2 | 01-30-2012 09:15 PM |
Aankhain Bhi Wahi Hain Dareecha Bhi Wahi Hai | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 4 | 10-17-2011 03:52 PM |
Nazam | *~FaLaK~* | Image Poetry | 13 | 08-25-2010 06:47 PM |
Nazam | safa | Image Poetry | 8 | 07-27-2010 06:12 PM |
|~*~ik nazam~*~| | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 07-22-2009 04:55 PM |