KASH KOI SAMJHA DETA
guftugu k lamhoon may
dekh hi nai patay
hm tmharay chehray ko
Tum hamari ankhoon ko
aj aisa kartay hain
Chashm-o-lab ko parhtay hain
Bat chor detay hain
jany kya lamha ho ga
jb ye hath hathon se
gr kabi juda ho ga
aj aisa kartain hain
Zabt-e-jaan pakartay hain
hath chor detay hain
Kash koi samja dy
log kis tarah dil ki
Manzilain alag kar k
sath chor detay hain
Chalo aj aisa karty hain
be-sabab bikharty hain
zat tor detay hain
_______________
And Your Lord Never Forget
Last edited by Zafina; 02-15-2010 at 10:36 AM..