Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#11)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() [/color] ![]() ![]() ![]() Suna hai us k laboon say gulaab jaltay hain, So hum bahaar pay ilzaam dher k dekhtay hain. Suna hai aeena tamsaal hai jabeen us kee, Joo sada dil hai usay ban sawer k dekhtay hain. Suna hai jab say hamaaeel hain us kee gerdan may, Mizaaj aur hee lal-o-gaher k dekhtay hain. Suna hai chashm-e-tasawer say dasht-e-imkaan may. Palang zaveyay us kee qamer k dekhtay hain. Suna hai us k badan kee taraash asi hai, K phool apni qabaaeein quter k dekhtay hain. Woh sar-o-qad hai lakin bay gul-e-muraad nahee. K us shajer pe shagoofay simer k dekhtay hain. Bas ek nighaa say lut taa ha kaflaa dil kaa, So rehrawanay tamannaa bhee der k dekhtay hain. ![]() ![]() ![]() Suna hai us k shabastaan say matsal hai bahshat, Makeen udher k bhee jalway eedher k dekhtay hain. Rokay to gerdeshain us ka tawaaf kertee hain, Chalay to us ko zamanay thaher k dekhtay hain. Kisay naseeb k bay parhen usay dekhay, Kabhee kabhee dar-o-dewaar gher k dekhtay hain. Kahaaniyaan hee sahee sab mubalghay hee sahee, Ager woh khuwaab hai to tabeer ker k dekhtay hain. Ab us k shaher may thahray k koooch ker jaaeein, '' SaNaM'' aaoo sitaray safer k dekhtay hain. ![]() ![]() ![]()
|
Sponsored Links |
|
(#12)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() ![]() RUKNE KAA SAMAY GUZAR GAYAA HAI ![]() ![]() rukane kaa samay guzar gayaa hai jaanaa teraa ab Thahar gayaa hai ![]() ruKhsat kii gha.Dii kha.Dii hai sar par dil ko_ii do-niim kar gayaa hai ![]() maatam kii fazaa hai shahar-e-dil me.n mujh me.n ko_ii shaKhs mar gayaa hai ![]() bujhane ko hai phir se chashm-e-nargis phir Khvaab-e-sabaa bikhar gayaa hai ![]() bas ik nigaah kii thii us ne saaraa cheharaa nikhar gayaa hai ![]() ![]()
|
(#13)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() ![]() Meri jaa.n sochti hon main Agar tum mil na paay tu Tumhaari yaad ko dill sey Bhala kaise bhulaao.n gi! Jo mousam sang terey beetey unhain kaise bhulaao.n gi!! Andheri raat main jugnu bhala kaise jalaoo.n gi!!! meri jaa.n sochti hon main Tumhain kaise bhulaao.n gi! Likha jo naam hay dill per Usey kaise mitaaoo.n gi! Jo aadhi um’r jeeni hay Wo main kaise bitaao.n gi!! Meri jaa.n sochti hoon main Tumhain kaise bhulaaoo.n gi! Teri yaadai.n jo aae.n gi Mujhe pal pal rulai.n gi Merey Anchal ko kainchai.n gi Mujhe kutch gud-gudai.n gi Meri jaa.n sochti hoon main Tumhain kaise bhulaao.n gi!! Jo baatai.n tum sey karti hon bhala kis ko bataao.n gi! Naya jab sher likhoo.n gi Tu main kis ko sunaao.n gi!! meri jaa.n sochti hoon main Tumhain kaise bhulaaoo.n gi! Meri jaa.n Jaan lo tum bhi Tumhain na bhool paoon gi.... ![]() ![]() Koi Jo Puche Naam O Nishaan, To Bata Dena AY KASID, Takallus ''* SaNaM*' ' hai aur doston ki dil mein rehti hai.. ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]()
|
(#14)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#15)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#16)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#17)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#18)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#19)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#20)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
collection, fav, sanam |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Tere Utaare Huy Din .. Ma Fav .. :) | - ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм - | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 09-28-2012 08:04 PM |
My Fav Poet Aitbar Sajid Poetry Collection | Zafina | Members Poetry Collections | 42 | 08-12-2011 12:11 AM |
O Sanam O Sanam Kash Hota Agr ! | SHAYAN | Share Your Favourite Videos | 11 | 07-01-2011 09:19 PM |
Ah Sanam | ~ Bikhre Lamhe ~ | Share Your Favourite Videos | 7 | 06-01-2011 03:16 PM |
~*~ Jaa sanam~*~ | S@N@ KH@N | Share Your Favourite Videos | 5 | 05-25-2010 05:10 PM |