Quote:
Originally Posted by FAJAAN
insani tareekh men jitni importance taleem ko hasil he itni kisi or cheez ko nahi.
her muaashre ki tarakki men taleem ka aham kirdar raha he.
magar hamare muaashre k asul hi mukhtalif hen hum her cheez ko short cut men hasil karna chahte hen.
or yakeenan taleem b un men se hi ek he.
hum log education k bare men mehnat bikul nahi karyte.
ab internet ki hi misal le lijye k hum bajaye internet per b educational activiteis men interest len
we mostley like 2 take part in entertenment and the porn espect of internet.
kiya hamen is tarah hona chahiye hum pakistan ke haalat ko corrupt to bahut jaldi keh dete hen or lambi sari debate b kr lete hen mgr ek bar b apni taraf nahi dekhte.
help pakistan help ur self
thankx.
|
i agree with you,
Humein pakistan ko bura kehne se phele apne andar ki Burayiyaan dekhni chahiyein tabhi hum pakistan ko faida pohncha sakty hain....!
nice Topic..
[SIGPIC][/SIGPIC]
Din Barh Khuawb jo Totty hain Sameetty Humne,
Phir Sogaye Nayeee Khuawb Sajaney k liye,
Roz Ek Jahad_E_Musalsal may Lagataar rehta hon,
Meri Saasoon ki Rawani toh Buss faqath Dokha hai..,
Han main Zinda hon Magar Srif Dikhaney k liye.!