how to post images ? - Page 4 - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Main Category » New Member Training Section » how to post images ?
New Member Training Section !! All new member check this section for how to use Meraforum.com and how to post: images , replies, make new thread etc. !!

Advertisement
 
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#31)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 10:34 AM

log mohabbat ko ibadat ka naam dete hain
koi karta hai to ilzaam dete hain
kehte hain ke pathar dil roya nahi karte
to paharon se chashme kyun baha karte hain


thanks

 

Sponsored Links
(#32)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 10:38 AM

wo jo roop zer-e-naqaab tha
usay dekhna mera khuwaab tha
jo mila tha hijr ki shakal mein
meri chahton ka azaab tha
ye sawaal tha ke mila karo
na mila karo ye jawaab tha
jise dekh kar mein tarap utha
teri ankh mein wo hijaab tha
mere paas thi meri tishnagi
tere paas jam-e-sharaab tha
tera pyar tha meri shayri
tera ishq meri kitaab tha

thanks

 

(#33)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 10:41 AM

ajab chiragh hon din raat jalta hon faraz
mein thak gaya hon hawa se kaho bujha de mujhe


thanks

 

(#34)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 10:44 AM



mohabbat na rahe to raha kuch bhi nahi karta
ke itni teez andhi mein bacha kuch bhi nhi karta
wo phir bhi mujhse rehta hai khafa na jane kyun
mein jis ko dekh lene ke siwa kuch bhi nahi karta
mujhe ab yaad rakhna wo gawara hi nahi karte
jise mein yaad rakhne ke siwa kuch bhi nahi karta

thanks

 

(#35)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 10:47 AM

thanks ayaz bhai

 

(#36)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 10:55 AM

meri zindagi ko ek tamasha bana diya us ne
bhari mehfil mein tanha bitha diya us ne
aisi kya thi nafrat usko is masoom dil se
khushiyan cjura kar gham thama diya usne
buhat naaz tha uski wafa pe kabhi humko
mujhko hi meri nazroon mein gira diya us ne
khud bewafa tha meri wafa ki kya qadar karta
anmol tha mein khak mein rula diya us ne
kisi ko yaad karna to uski fitrat mein shamil nahi
hawa ka jhonka samajh kar bhula diya us ne

thanks

 

(#37)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 10:59 AM

alfaaz ke jhoote bandhan mein
aghraz ke gehre pardon mein
har shaks mohabbat karta hai
halan ke mohabbat kuch bhi nahi
sab jhoote rishte natay hain
sab dil rakhne ki batein hain
kab kon kisi ka hota hai
sab asli roop chupate hain
ehsaas se khali log yahan
lafzoon ke teer chalate hain
ek baar nazar mein aa ke wo
phir sari umar rulate hain
ye ishq-o-mohabbat mehr-o-wafa
ye sab rasmi si batein hain
har shaks khudi ki masti mein
bas apni khatir jeeta hai

thanks

 

(#38)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 11:03 AM

teri chahat mein hum zamana bhool gaye
tere baad kisi ko apnana bhool gaye
phir laga sara jahan veerana hum ko
jese chaman mein phool mehekna bhool gaye
tum se mohabbat hai bataya sare jahan ko
yehi baat tum ko batana bhool gaye
hum ne mita diya jahan bhi likha tha naam tera
magar apne dil se mitana bhool gaye
wo juda huye hum se muskurate huye
magar apni palkon se ansu hatana bhool gaye

thanks ayaz bhai

 

(#39)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 11:05 AM

agar kabhi wo pal yaad aaye to lot aana
agar kabhi dil ki dharkan teez ho jaye to lot aana
log aksar sath nahi dete dil walon ka
paas reh kar bhi agar koi sath na de to lot aana
na jane apki itni yaad kyun aati hai
agar ye paigham pohnch jaye to lot aana

thanks

 

(#40)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-08-2009, 11:08 AM

mohabbat hum ne ki jo ek khata ho gayi
ki wafa aur zindagi saza ho gayi
wafa karte rahe hum ibadaton ki tarah
phir ibadat khud ek gunaah ho gayi
kitna suhana tha safar jab sath thay hum
phir kya hua kyun manzil juda ho gayi
koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaye to laga duniya fana ho gayi

thanks

 

Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
images, post

« Previous Thread | Next Thread »

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off


All times are GMT +5. The time now is 06:40 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG