Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#31)
![]() |
Sponsored Links |
|
(#32)
![]() |
|
|||
|
(#33)
![]() |
|
|||
|
(#34)
![]() |
|
|||
|
(#35)
![]() |
|
|||
Kaho To Laut Jate Hain Abhi To Baat Lamhon Tak He, Saalon Tak Nahi Aai Abhi Muskaanon Ki Nobat Bhi Naalon Tak Nahi Aai Abhi To Koi Majborri Khiyaalon Tak Nahi Aai Abhi To Gard Peroon Tak He. Baalon Tak Nahi Aai Kaho To Laut Jate Hain Chalo Ek Faisla Karne Shajar Ki Aut Jate Hain Abhi Kajil Ki Dori, Surkh Galon Tak Nahi Aai Zubaan Datoon Talak Hai Zehr Piyaalon Tak Naheen Aai Ibhi To Mushk-E-Kustori Ghazaloon Tak Nahin Aai Ibhi Rodad-E-Beunwaan Humaray Darmian He, Duniyan Waaloon Tak Nahin Aai Kaho To Lout Jatan Han Chalo Ik Faisala Karnay Sharjer Ki Out Jatan Han Abhi Nazdeek Hein Ghar Aur Manzil Door He Apni Mubada Naar Ho Jayay Ye Hesti Noor Hai Apni Kaho To Lout Jatay Han Chalo Ik Fasala Karnay Shajar Ki Out Jatan Han. Ye Rasta Piyar Ka Rasta, Rasan Ka Daar Ka Rasta, Bohat Dushwar He Jaana Keh Is Rastay Ka Her Zarra Bhi Ik Kohsar He Jana. Kaho To Lout Jatay Han Maray Baray Na Kuch Socho Mujhay Tay Karna Ata He Rasan Ka Daar Ka Rasta Ye Asaiboon Bhara Rasta Ye Andhi Ghaar Ka Rasta Tumhary Gaisoowun Ki Chaoon Mil Jayay To Suraj Se Ulajhna Baat He Kia He Utha Lo Apna Saya To Meri Ouqat Hi Kia He Tumhara Narm O Nazuk Hath Ho Gr Mere Haathon Me To Me Ye Samjho Ga Ke Jasay Do Jahan Ho Mari Muthi Me Tumhara Kurb Ho To Mushkilan Kafoor Ho JaYen Ye Undhay Ur Kalay Rastay Pur Noor Ho JaYan. Mujhe Maloom Hei Itna Keh Dayem Zandagi Posheeda He In Char Kadmoon Me Bohat Si Ra-Hatan Muzmir Han In Dushwar Rastoon Man Meray Baray Na Kuch Socho Tum Apni Bat Batlaoo Kahoo To Chaltay Rahtay Han… Kahoo To Lout Jatay Han……
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#36)
![]() |
|
|||
Umeed abhi kuch baqi hai ik basti basnay wali hai
Jis basti mein koi zulm na ho or jeena koi jurm na ho Wahan phool khushi k khiltay hon or mausam sare miltay ho Bus rang or noor barastay ho, or sare hanste bastay hon Umeed hai aisi basti ki Jahan jhoot ka karobar na ho dehshat ka bazaar na ho Jeena bhi dushwar na ho, Marna bhi azaar na ho Ye basti kash tumhari ho, Ye basti kash hamari ho Wahan khoon ki holi aam na ho, Uss aangan ghum ki shaam na ho Jahan munsif se insaaf mile dil sab ka sab se saaf milay Ik aas hai aisi basti ho jahan roti zehar se sasti ho
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#37)
![]() |
|
|||
Dosti K Rishton Ki Perwarish Zaroori Hai Silsiley Tauluq K Khud Se Ban Tu Jatey Hain Lakin In Shagoofon Ko Tootney Bikherney Se Rokna Bhi Parta Hai Chaahton Ki Mitti Ko Aarzoo K Poday Ko Seenchna Bhi Parta Hai Ranjishon Ki Baaton Ko Bhoolna Bhi Parta Hai Dard Phel Jay Tu Ak Waqt Aata Hai Dil Dharkta Rehta Hai Aarzoo Gazidon K Hoasley Nahi Chaltey Dasht-E-BeYaqeeni Main Aasrey Nahi Chaltey Rehbaroon Ki Aankhon Main Manzilain Na Jab Tak Hon Qafley Nahi Chaltey Ik Zara Tawajah Se Dekhiye Tu Khulta Hai Loog In Per Chaltey Hain Raastey Nahi Chaltey Sochney Samajhney Se Saath Saath Chalney Se Duriyan Simat'ti Hain Fasley Nahi Chaltey Khuwab Khuwab Aankhon Main Ratjagey Nahi Chaltey Darguzar K Halqey Main Masaaley Nahi Chaltey Do Dilon Ki Qurbat Main Teesra Nahi Hota Wastey Nahi Chaltey Bakht Saath Chalta Hai Tala'e Aazmaon K Waqt Raam Karney Main Tajziyon K Daway Kiya Tazjiye Nahi Chaltey Ishq K Ilaqey Main Hukm-e-Yaar Chalta Hai Zaabtey Nahi Chaltey Husan ki Adaalat Main Aajzi Tu Chalti Hai Martabey Nahi Chaltey....................................!!!
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#38)
![]() |
|
|||
mera ehsas mat cheeno!!!! wo jazbe cheen lo mujh se jo mere ang, meri rooh, mere dil mein baste hain jinhen khud mein samone ke liye seene taraste hain wo lamhe cheen lo mujh se jo mere zahan ki tareekiyon mein shama roshan hai meri khilwat ki khusho hai, meri yadon ke gulshan hain wo chehre cheen lo mujh se jo khal-o-khad nahen ab aaiine hain meri seerat ke jo har pehlo se aks zofishan hain meri surat ke wo rishte cheen lo mujh se jo mere zahan-o-dil mein roshni ke beej bote hain jo rag rag mein laho ki chap se mansob hote hain wo ankhen cheen lo mujh se jo meri rooh ka noha hain, meri zaat ka lehja jahan dhalta hai aaiinon mein ehsasat ka lehja wo sapne cheen lo mujh se jo in weeran ankhon mein abhi tak jagmagate hain abhi tak sans lete hain, abhi tak muskurate hain ye sab kuch cheen lo mujh se magar ai zalimo! mujh se mera ehsas mat cheeno talab ki aas mat cheeno jo mere zabt ki pehchan hai wo piyas mat cheeno mera ehsas mat cheeno!!!!
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#39)
![]() |
|
|||
|
(#40)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
collection |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
My collection :) | Sarah453 | Dresses | 10 | 01-31-2012 10:34 AM |
Jp's Collection . | Jhuki Palkein | Miscellaneous/Mix Poetry | 22 | 08-21-2009 10:17 PM |
My collection | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 307 | 08-06-2009 04:45 PM |
~~!~~$a!Ra's CollectiOn~~~~!`~~~~ | $@!RA | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 12-12-2008 09:21 PM |