Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#561)
![]() |
|
|||
Mra maqsad bithana tha usay janay ki jldi thi, Muje dukhra sunana tha usay janay ki jldi thi, Ni tha wqt pas us k mri dastan sunta, Bra lmba fsana tha usay janay ki jldi thi, Milanay hath aya tha vo rasmn hm faqeeron se, Mgr ye ek bahana tha usay janay ki jldi thi, Bari muddt se khwahish thi mgr qismat na thi yaro, Galay usko lagana tha usay janay ki jaldi thi, Usay rokta b to kaisy mai mray kehnay pe vo rukta kahan, Usay hr haal jana tha usay janay ki jaldi thi,
|
Sponsored Links |
|
(#562)
![]() |
|
|||
|
(#563)
![]() |
|
|||
Pyaar se math bhoolkar khilwaar kar Ho sakhe toh her kisii se pyar kar.. Pyar se woh kaam bi sakhta hai ho, Kaam joh sakhti nahi talwaar kar.. Pyar ko nafrat dooba dethi sada, Pyar ko hai pyar deta paar kar.. Jeet kar hum har jate pyar main Pyar main hum jeet jate haar kar.. Hai bhala us vyakthi ki kya zindagi Jo nahi sakhta kisii se pyar kar
|
(#564)
![]() |
|
|||
Ab yaad dila’ey kon tumhein? Yeh saal bhe aakhir beet gya. Wo sard hawa’ein ab bhe hain. Rangeen fiza’ein ab bhe hain Wo bheegi bheegi pani ki, Pur-shor sad’ein ab bhe hain Main ab bhe udher ko jati hoon Jab tum nahi hote saath mere Hote hain khaali haath mere. Pur-shor sada’ein poochti hain Wo sard hawa’ein poochti hain Wo kahan gaya hay dost tera? Wo kahan gaya hay meet tera? Kaya phir yeh zamana jeet gaya? Uss Key Naam Jinhon Ne Apna ``LOGO`` Tou Rakha Howa Hay Hamesha K Liye Dost Rahain Ge? But Dosti Ka Shayed Meaning Naii Atta Unhain....
|
(#565)
![]() |
|
|||
Soz e gham De K Mujhe Uss Ne Ye Irshaad Kiya Ja Tujhe Kash-Ma-Kash-e-Dahar Se Azaad Kiya Wo Karain Bhi Tou Kin Alfaz Main Tera Shikwa Jin Ko Teri Nigah-e-Lutf Ne Barbaad Kiya Dil Ki Choton Ne Kabhi Chain Se Rehnay Na Diya Jab Chali Sard Hawa Maine Tujhe Yaad Kiya Aisay Main,Main Teray Tajj Takaluf Pe Nisaar Phir Tou Farmaye Wafa Aap Ne Irshaad Kiya Iss Ka Rona Nahi Kyun Tumne Kiya Dil Barbaad Iss Ka Gham Hain Bohat Dair Main Barbaad Kiya Itna Masoon Hoon Fitrat se, Kali Jab Chatkhi Jhuk K Maine Kaha, Mujhse Kuch Irshaad Kiya Meri Har Saans Hai Iss Baat Ki Shahid e Maut Maine Har Lutf K Mauqay Pe Tujhe yaad Kiya Mujhko Tou Hosh Nahi Tumko Khabar Ho Shayad Log Kehtay Hain K Tumne Mujhe Barbaad Kiya Wo Tujhe Yaad Karay Jisne Bhulaya Ho Kabhi Humne Tujh Ko Na Bhulaya Na Kabhi Yaad Kiya Kuch Nahi Iss K siva Josh Hareefon Ka Kalaam Vasal Ne Shaad Kiya Hijr Ne Nashaad Kiya
|
(#566)
![]() |
|
|||
|
(#567)
![]() |
|
|||
Ab yaad dila’ey kon tumhein? Yeh saal bhe aakhir beet gya. Wo sard hawa’ein ab bhe hain. Rangeen fiza’ein ab bhe hain Wo bheegi bheegi pani ki, Pur-shor sad’ein ab bhe hain Main ab bhe udher ko jati hoon Jab tum nahi hote saath mere Hote hain khaali haath mere. Pur-shor sada’ein poochti hain Wo sard hawa’ein poochti hain Wo kahan gaya hay dost tera? Wo kahan gaya hay meet tera? Kaya phir yeh zamana jeet gaya? Uss Key Naam Jinhon Ne Apna ``LOGO`` Tou Rakha Howa Hay Hamesha K Liye Dost Rahain Ge? But Dosti Ka Shayed Meaning Naii Atta Unhain....
|
(#568)
![]() |
|
|||
wo apne ghar chala gaya afsos mat karo itna hi us ka sath tha afsos mat karo insan apne aap mein majboor hai buhat koi nahi hay bewafa afsos mat karo is baar tum ko aane mein kuch dair ho gaee thak haar k wo so gaya afsos mat karo dunya mein aur chahne wale bhi hein buhat jo hona tha so ho gaya afsos mat karo is zindagi ke mujh pe kai qarz hein magar mein jald laut aoon ga afsos mat karo ye dekho phir se aagain phoolon pe titliyan ik roz wo bhi aeyga afsos mat karo wo tum se aaj door hay kal paas aeyga phir se khuda milaeyga afsos mat karo bekar dil pay bojh liye phir rahe ho " GUMNAM " dil hay tumhara phool sa afsos mat karo
|
(#569)
![]() |
|
|||
Yeh khamoshi yeh khayal yeh tumhara intizar yeh ruki ruki batein yeh thori thori chahten yeh majboori yeh doori yeh dil lagi yeh dil kashi yeh dewana pan yeh sochna yeh samajhna yeh ankhon ka bher jana yeh mosam ka chala jana yeh dharkanon ka ruk jana yeh baton ka badal jana yeh sanson ka theher jana yeh thama hua sama yeh sara sansar yeh tumhari sansen yeh mera ehsas kash tum yahan hotey merey nahin tou merey tou merey liyey kuch tou hotey Or Ab..... YEH KHAMOSHI...
|
(#570)
![]() |
|
|||
Jab Soo Jate Hai Sari Duniya.. Jab Soo Jate hai Sari Duniya, Chupke Se Aakar Chaad, Khada Ho Jata Hai, Mere Khidki Ke Samne, Aur Muskara Kar Kehata Hai, Khooj Lo Muzmi Wo Chehara, Jiske Talaash Mai Ho Tum, Tandi HAWAAI Pass Aate Hai Mere, Aur Kehate Hai, Bahoot Udaas Ho Na, Agale Baar Jab Lootuge, Sapno Ke Desh Se, Jaroor Lekar Aaooge, Uska Pata, BAADAL Kehate Hai, Hum To Bhatakte Hai, Desh-Pardesh Mai, Kabhi Chalna Hamare Saath, Milkar Taalasege Tere CHAAD Ko, Chaad,Sitare,Hawaai, Koyal, Sab Kartee Hai Tumhare Bataiyan, Mai Sunta Hu Chupchaap, Aur Sabke Chale Jane Ke Baad, Dheere Se Booltaa Hu Ek Baat, Mai Jaanta Hu, Tum Jaha ho, Jaha Kahi Bhee Ho, Zaroor Sunn Loge Ye Baat.........
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
collection, poetry |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
!My oWn !Poetry..!! | -|A|- | Your Own Poetry | 63 | 08-16-2012 07:06 PM |
iMAgE Poetry(my collection) | -|A|- | MF Design Poetry | 12 | 07-27-2010 04:24 AM |
~~~ eid poetry 3 ~~~ | umair8005 | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 10-04-2008 12:31 AM |
~~~ eid poetry 4 ~~~ | umair8005 | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 10-04-2008 12:31 AM |
~~~ eid poetry 5 ~~~ | umair8005 | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 10-02-2008 02:46 AM |