Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#63)
![]() |
|
|||
itna chahon.. apni zaat se nikal kar tumhain tanha chahhon maloom tum ko bhi na ho tumhain itna chahhoon meri har saans tumhari ammanat ho mujhe aur battao main tumhain kitna chahho meri wafa bhi silla mangge tumse tum mujhko bhi chahho main jitna chahoon kissi k dil main na ho essi chahat koi kissi ko na chahe main tumhain itna chahhon tum mujhe bas chahne ki tamana kar lo tumhain jitni hai talab main tumhain utna chahhoon ..
|
(#64)
![]() |
|
|||
barson k baad.. Barson ke baad dekha, Aik shakhs Dilruba saa Ab zehen mein naheen hai , per naam tha bhala saa Ubroo khichey khichey sey, Aankhain jhuki jhuki see Baatein ruki ruki see , Lehja thaka thaka saa Alfaaz thay ke Jugnoo, awaaz ke safar mein Bun jaaey jungalon mein jaisey ke Raasta saa Khawabon mein khawab Uss ke, Yaadon mein yaad uss ki Neendon mein ghul gaya ho jaisey ke rat-jaga saa Pehley bhi zindagi mein, kitney hee loug aaey Woh her tarha sey lekin, auron sey tha juda saa Agli muhabboton ne, woh na-muraadian deen Taaza Rifaaqaton sey, Dil tha dara dara saa Ab such kahein tou yaaro, Hum ko khaber naheen thi Bun jaaey ga qayamat, Aik waaqaya zara saa Taywer thay berukhi key, andaaz dosti ke Woh ajnabi tha laikin, lagta tha Aashna saa...
|
(#65)
![]() |
|
|||
kya likhon.... Kya likhon kya na likhon kuch pata nai Hum unhin yaad nai ye bhi to gila nai Waqt ki lawo mein jale ja rehe hain Pani se dushmani kare ja rehe hain Khuda bi but bana dekh reha ha Jholi jo phelai tu has reha ha Muskan ki ek jhalak ke liye taras gaye hain Hum to nafraton ke sahare hi ji rahe hain Jeene ki khwaish khatam si hone lagi ha Chalti howi zindagi nam si padne lagi ha Bachpan tu mera kho sa geya ha samjho Bas udhar ki zindagi kaat hi rahe hain samjho....
|
(#66)
![]() |
(#67)
![]() |
|
|||
|
(#68)
![]() |
(#69)
![]() |
|
|||
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#70)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
poetry, topic |
|
|