Members Interview !! All members interview Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#81)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() 1. Konsi Aisi Invention Hay, Jo Apki Zindagi Main Bohat Zyada Involve Hay
Mobile 2. Konsi Aisi Invention Hay, Jo Na hoti To Kuch Acha Hi Hota Net ![]() 3. Konsi Aisi Invention Hay, Jis Say Ap Bayhud Mutasir Hain wireless internet jis signal junglo mein bhi aty hay 4. Konsi Aisi Invention Hay, Jis Nay Naujawan Nasal ko Kharab Kiya Palystation 5. Konsi Aisi Invention Hay, Jis Nay Insan Ko Aram Parast Bananay Main Sab Say Ahem Kirdar Ada Kiya automatic washing machine ![]() 6. Apka Fav Science daan? Aur Fav Kehnay Ki Waja? Sachi baat hay mujhy science mai koi interest nahi is liye scientist bhi yad nahi araha 7. Musalmano Ka Science Main Bohat Ahem Kirdar Hay, Kis Science Daan Say Mutasir Hain? Jabir bin hayyan+A.Q khan 8. Koi Aisi Cheez Apnay Jani Ajtak?, Jis Ka Quran-e-Majeed 1400 Years Pehlay Ishara Tha Magar Science Nay Aj Sabit Kiya? Aisi tu buhat sari cheezain hay, 2 color ka paani aik hi darya mein 9. Apki Nazar Main Aj Ka Konsa Aisa Scientist bohat Helpful Sabit Horaha Hay, Humanity K Liye? Ju productive inventions ker raha hay. kisi ka naam tu nahi pata 10. DR AQ KHAN Ko Dedicate Karnay K Liye 2 Lines Likh Dain ALLAH un per apna karam kery. Aj humry paas fakhar kerny k liye sirf un ki shaksiyat hay
![]() And Your Lord Never Forget |
Sponsored Links |
|
(#82)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Phsycology, Its Your Fav Subject Also..
Aur Iskay Jawab Bohat Soch Samjh Kay Dijiyega.. Kion K Is Say Mental Condition Pata Chalti Hay, but be Truthful Ahaan.. Personalty test ![]() 1. Raat Kay Waqt Sitaro'n Kay Jhurmat Main Ap Khayali Shakal Banati Hain? Zyada Tar Kis Tarha Ki? Faces? Bodies? Cartoon faces+ Koi khany ki cheex ![]() 2. Ki-- , Complete This Word by Putting Last 2 Alphabets, Be Honest Jo Sab Say Pehlay Two Words Aye Mind Main Wohi Fillup Karnay Hain.. kikk ![]() 3. Taiz Roshni Ki Taraf Daikh Kar Jab Ap Ankhain Band Karti Hain, To Band Ankho Kay Pardo'n Par Kya Banta Hay? a) Jo Akhri Cheez Apnay Daikhi , b) Jo Ap Daikhna Chahti Hain? Ju akhri chez deki hu 4. Kabhi Group Main Muskuratay Howay Smile Bigri Apki? Lolz Nahi.. 5. Attention Seeker? Lonely Sitting? depends on my mood 6. Taunting Lehja Kab Say Hay Apka? Jub zarorat parti hay 7. Phsycologists Ka Bohat Bara Drawback Hay, Kay Wo Jab Kisi Person Ko Judge Kartay Hain To Us Opinion say Aik Sui Baraber Bhi Agay Peechay Nahi Hotay, .. coz they are Confident on Their observation, Because alot of study on human Phsycology .. What do you say? Saahi baat hay. Lakin aisa wo kertay hay ju wakai confident hu,Lakin psychology mai aajtak kisi ki theory bhi bilkul theek nahi mane gayi Eggoism 1. Main Apni Friends Kay Shoes Hath Say Utha Kar Seedhay Karnay Main Sharam Mehsoos Karti Hoon ( Y / N ) N 2. Mujhay Jab Favour Ki Zaroorat Hoti Hay, To Main Sab Say Zyada Umeed Us Say Rakhti Ho Jis Ki Main Favour Karti Thi (Haan, Takreeban Haan, Takreeban Na, Na) haan 3. Main Mehsoos Kar Laiti Ho Body Language Say, Kay Wo Kya Mehsoos Kar Raha Hoga ( Y / N ) y 4. Main Without Reward Help Karnay Say Thori Jhijhak Mehsoos Karti Hoon ( Y / N ) n 5. Main Yakeen Rakhti Ho " Main Tumhain Zinda Nai Chorongi Agar Tumnay Mujhay Nuksan Pohanchaya " ( Y/ N ) n 6. Meri Kisi Say Past Main Larai Huwi Hay, To Present Main Us Say Baat Kartay Howay Thori Ehtyat Karti Hoon ( Y / N ) 7. Jab Main Un Logo Ko Daikhti Ho, Jo Mujh Say Comparitively Kismat Main Achay Nahi, Bura Mehsoos Karti Hoon ( Y / N ) n 8. I'm Supporting & Encouraging Person ( Y / N ) y
![]() And Your Lord Never Forget |
(#83)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#84)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#85)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#86)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#87)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#88)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Quote:
Relegion & Islam 1. Kisi Non-Muslim Ko Aapnay Islam Ki Taraf Attract Karna Ho, Inspire Kis Tarha Karaing? By Act Or By Preach? sab sai pehly act...then un k aur apny bech common grounds per baat.then preach 2. Firqa Wariyat Jaisi Nasooor Ka Sad-e-Baab Apki Nazar Mein? sahih ilm ka hasil kerna..Lakin us per bhi koi mutafiq nahi huta..yeh bhi maslahay. 3. Quran Majeed K ILAWA Koi Aisi Deeni Kitab, Jisay Ap Bohat Hasiyat Daiti Hain.. (Koi Masla Daikhna Hay To Isi Mein Say) sahih bukhari 4. Muslim Larki Islam Ki ------- Hay? Shan hay 5. Kisi Cheez Ko Seekhnay K Liye Fahem Ka Hona Lazmi Hay Ya ILM Ka? fehm 6. "Terrorist" !!! , Ye Sun Apkay Zahen Main Kya Khaka Bana? (Be Truthful) A Tie Man or A Beard Man? or whatelse.. Say it jacket pahna huwa afghani :s 7. ISLAM Pick Each Single Alphabet of This Word and start a new Word with that Alphabet I=Insaniyat s= solidarity l= la shareek Allah A= Amaal m= Mutual Ibatadat 8. Ap Deen Ki Baat Karti Hain To Kitni Pur-Aitmad Hoti Hain? Aur Kin Bunyado'n Par Hoti Hain? Mein buhat kaam pur aitmad huti hun,Lakin jin masail ka pata hay k is me mera opinion theek hay waha bilkul confident huti hun,Confidence ki bunyad sirf ilm hu sakti hay.Ju k buhat kaam ALLAH nai deya aur In'shaALLAH hasil ker rahi hun 9. "Musalman" Kon Hay, "Momin" Kon Hay? Muslamna Ju tasleem ker lay.Aur momin Ju Agaay ki sochay 10. Mere Haq Mein Jo Behtar Samjhti Hain, Dua Likh Dain.. ALLAH apko apny behtareen logon me sai choon lay.... Aur qayamt k din ki sakhti sai bacha lay..Ameen
![]() And Your Lord Never Forget |
(#89)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#90)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
♫, hot$eat, zafina |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
♫ .. WeLcOme tO Da Hot$eat ~* ROSE *~ ♫ .. | ~ Sanam Khan ~ | Members Interview | 123 | 07-25-2011 08:54 PM |
♫ .. WeLcOme tO Da Hot$eat ~* Afghani_Laila *~ ♫ .. | ~ Sanam Khan ~ | Members Interview | 296 | 07-04-2011 03:58 PM |
♫ .. WeLcOme tO Da Hot$eat ~* RoOZ SoOChTa HouN *~ ♫ .. | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Members Interview | 323 | 06-27-2011 03:02 PM |
♫ .. WeLcOme tO Da Hot$eat ~* Wish Munda *~ ♫ .. | ~ Sanam Khan ~ | Members Interview | 139 | 06-06-2011 08:59 PM |
♫ .. WeLcOme tO Da Hot$eat ~* FaryaL *~ ♫ .. | ~ Sanam Khan ~ | Members Interview | 124 | 05-30-2011 04:13 PM |