MF Mehfil-e-Naat 2012 - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Islam » Islamic Issues And Topics » Hamd O Naat » MF Mehfil-e-Naat 2012
Hamd O Naat Share Naatein Shareef Here

Advertisement
 
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#1)
Old
(‘“*JiĢδR*”’) (‘“*JiĢδR*”’) is offline
 


Posts: 43,615
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2010
Location: © ℓ ợ Ş ệ → тớ → ΅г ↔ ♥
Gender: Male
Islam MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 01:08 PM

MF Mehfil-e-Naat 2012


Tilawat e Quran Pak



Naat -E- Rasool -e- Maqbool

By JiGaR


بہ احتیاطِ عقیدت بہ چشمِ تر کہنا
صبا حضور سے حالِ دل و نظر کہنا!

حصارِ جبر میں ہوں اور یہاں سے بھی ہجرت
مَیں جانتی ہُوں کہ ممکن نہیں مگر‘ کہنا

میں خاک شہرِمدینہ پہن کے جب نکلوں
تو مُجھ سے بڑھ کے کوئی ہوگا معتبر کہنا

یہ عرض کرنا کہ آقا مِری بھی سُن لیجے
بحبز تمُھارے نہین کوئی چارہ گر کہنا

مَیںاپنی پَلکوں سے لکھتی ہُوں حرفِ نامِ رسُول
مُجھے بھی آگیا لکھنے کا اُب ہُنرکہنا

یہ کہنا اب تو ہمیں تاِب انتظار نہیں
کہ ہم کریں گے مدینے کا کب سفر کہنا
[نوشی گیلانی]

By Miss Habib




By Hazel




By G.T




By Atta ur Rehman



Gham Sabhi Rahat-o-Taskeen Main Dhal Jaate Hain
Jab Karam Hota Hai Haalat Badal Jaate Hain

Gham Sabhi Rahat-o-Taskeen Main Dhal Jaate Hain
Jab Karam Hota Hai Haalat Badal Jaate Hain

Aa Pare Hain Tere Qadmon Main Hum Bhi Yeh Sun Kar
Ke Jo Tere Qadmon Main Girte Hain Sambhal Jaate Hain
Jab Karam Hota Hai Haalat Badal Jaate Hain

Koi Dekhe To Sahi Unki Duhayi De Kar
Issm-e-Ahmad se To Pathar Bhi Pigal Jaate Hain
Jab Karam Hota Hai Haalat Badal Jaate Hain

Rakh Hi Lete Hain Bharam Unke Karam ke Sadqay
Jab Kissi Baat Pe Deewan-e-Machal Jaate Hain

Rakh Hi Lete Hain Bharam Unke Karam ke Sadqay
Jab Kissi Baat Pe Deewan-e-Machal Jaate Hain
Jab karam Hota hai Halat Badal Jaate Hain

Kaif Afza Hai Wohi Qatr-e-Jahan Main Khalid
Sagar-e-Naat se Qatr-e-Jo Uchchal Jaate Hain

Aap ko Kaba-e-Maqsood hi Maanon Khalid
Kiunke Apke Dar pe Sabhi Armaan Nikal Jaate Hain

Gham Sabhi Rahat-o-Taskeen Main Dhal Jaate Hain
Jab Karam Hota Hai Haalat Badal Jaate Hain

Gham Sabhi Rahat-o-Taskeen Main Dhal Jaate Hain
Jab Karam Hota Hai Haalat Badal Jaate Hain

By QUEEN OF HEARTS ...




By Awara Badal




By Hazel




By Arsheen Raja





Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki
Jannat Mein Le Kar Jayegi Chahat Rasool Ki

Chalta Hoon Mein Bhi Qaafilon Walon Ruko Zara
Milnay Do Buss Mujhay Bhi Ijazat Rasool Ki

Poochay Jou Deen-O-Iman Nakeerayn Qabr Mein
Uss Waqt Mere Lab Pe Ho Midhat Rasool Ki

Tarpa Ke Unke Qadmon Mein Mujhko Giraday Showk
Jiss Waqt Ho Lehed Mein Ziyarat Rasool Ki

Sarkar Ne Bulakay Madina Dekha Diya
Hogi Mujhe Naseeb Shifa'at Rasool Ki

Ya Rub Dekha De Aaj Ki Shab Jalwa-e-Habeeb
Ik Baar Tou Ata Ho Ziyarat Rasool Ki

Tou Hai Ghulam Unka Ubaid-e-Raza Tere
Mehshar Mein Hogi Saath Himayat Rasool Ki






By pakeeza








By Arsheen Raja





By JiGaR





By G.T



اپنے آقا کے مدینے کی طرف دیکھتے ہیں
دل الجھتا ہے تو سینے کی طرف دیکھتے ہیں

اب یہ دنیا جسے چاہے اسے دیکھے سر سیل
ہم تو بس ایک سفینے کی طرف دیکھتے ہیں

عہدِ آسودگئ جاں ہو کہ دورِ ادبار
اسی رحمت کے خزینے کی طرف دیکھتے ہیں

وہ جو پل بھر میں سرِ عرشِ بریں کھلتا ہے
بس اسی نور کے زینے کی طرف دیکھتے ہیں

بہرِ تصدیق سند نامہء نسبت عشاق
مہر خاتم کے نگینے کی طرف دیکھتے ہیں

دیکھنے والوں نے دیکھے ہیں وہ آشفتہ مزاج
جو حرم سے بھی مدینے کی طرف دیکھتے ہیں

By Miss Habib



تو جو اللہ کا محبُوب ہوا، خُوب ہوا
یا نبی، خُوب ہوا، خُوب ہوا، خُوب ہوا

شبِ معراج یہ کہتے تھے فرشتے باہم
سُخنِ طالب و مطلُوب ہوا، خُوب ہوا

حشرِ میں اُمتِ عاصی کا ٹھکانا ہی نہ تھا
بخشوانا تجھے مرغُوب ہوا، خُوب ہوا

تھا سبھی پیشِ نظر معرکہء کرب و بلا
صبر میں ثانی ایُوب ہوا، خُوب ہوا

داغ ہے روزِ قیامت مری شرم اس کے ساتھ
میں گناہوں سے جو محجُوب ہوا، خُوب ہوا

داغ دہلوی

By Miss Habib





By ĶįňĢ őf ĻōVęŘ




By K.S




By K.S




By Awara Badal




By Pakeeza






By ღƬαsнι☣Rασ™




By Pakeeza




By Arsheen Raja








Mere Aaqa Aao ke muddat hoi hai
Teri rah mein Akhiyan bichate bichate

Teri hasratoon mein Teri chahatoon mein
Bare din huway ghar sajate sajate

Yeh dil jab se Ishq e Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) mein para hai
Na din ki khabar he na shab ka pata hai

Ab tu basarat bhi kum ho gayee hai
Tere gham mein aansu bahate bahate

Na Ka’abe se matlab na Masjid ki chahat
Faqat dil mein Hakim tamanna yehi he

Jo mil jaaye Naqsh e kafe Pa’ay Ahmed
Tu mar jaaein sar ko jukate jukate

Mere lab pe Mola na koi sadaa hai
Faqat iss nikamme ki yehi dua hai

Meri sanse nikle dar e Mustafa (Sal Allaho Alehi Wasallam) pe
Gham e dil Nabi(Sal Allaho Alehi Wasallam) ko sunate sunate

Mera yeh he Imaan, ye mera yaqeen he
Mere Mustafa sa na koi Haseen he

Ke Rukh un ka dekha he jab se Qamar ne
Nikalta he munh ko chupate chupate

Qiyamat ka manzir bara pur khatar hai
Magar Mustafa ka jo diwana ho ga

Woh pul se guzar ja’ay ga wajd karte
Na’ra Nabi ka lagate lagate

Mere Aaqa Aao ke muddat hoi hai
Tere rah mein Akhiyan bichate bichate

Teri hasratoon mein Teri chahatoon mein
Bare din hova ghar sjate sajate

By JiGaR




By JiGaR


اے نورِ مجسم جب تیری ، رحمت کی نظر ہو جاتی ہے
ہر عقدہ مشکل کھلتا ہے ، تقدیر ادھر ہو جاتی ہے

اے حسنِ تجلی میں قرباں، اے شمع حقیقت کیا کہنا
جس سَمت نگاہیں اٹھتی ہیں ، رحمت بھی ادھر ہو جاتی ہے

کیا عشق تماشا بنتا ہے، کیا پردہ دوئی اتھتا ہے
خود کشف ِ حقیقت ہوتا ہے جس شے پہ نظر ہو جاتی ہے

گھنگھور گھٹائیں اٹھتی ہیں ، اک نور کی بارش ہوتی ہے
سب دل کی سیاہی دھلتی ہے وہ زلف جدھر ہو جاتی ہے

محبوب خدا کے قدموں میں ، محبوب خدا کی صحبت میں
وہ علمِ لدنی ملتا ہے ، ہر شے کی خبر ہو جاتی ہے

جب اسوہ نبوی اپنا کر ، اک قربِ خصوصی ملتا ہے
ہر عرض رضائے حق بن کر “اکسیر اثر” ہو جاتی ہے

اے نورہدیٰ کے متلاشی، سن! غارحرا کے ذرّوں سے
آواز کچھ ایسی آتی ہے تسکینِ خبر ہو جاتی ہے

انوارِ نبی کے جلو وں سے دیدارِ نبی کی برکت سے
بیمار محبت کی ہر شب گویا کہ سَحر ہو جاتی ہے

جب صحبت ِ پیرِ کا مل میں آداب محبت آتے ہیں
دربار رسالت میں فوراً طالب کی گذر ہو جاتی ہے

بو الفیض کی نظر کا مل ہے عرفان و حقیقت کا عنواں
تکمیل تمنا ہوتی ہے جس آن نظر ہو جاتی ہے

سرکا ر کی الفت میں خاؔور جب ہستی ء ظاہر مٹتی ہے
خود درد مداوا بنتا ہے”اللہ” کی خبر ہو جاتی ہے

خاورسہروردی
• — — — — — — — — — — — — •

By Miss Habib




By Miss Habib




By Razii




By K.S




By Awara Badal















Salat-O-Salm





Jin Ko Dhoke Se Kufa Bulaya Gaya
Jin Ke Bachchon Ko Pyaasa Rulaya Gaya
Jin Ke Gardan Pe Khanjar Chalaya Gaya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

Kaun Shabbir Woh Jin Ka Nana Nabi
Jin Ki Maa Fatima Jin Ka Baba Ali
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam

Karliya Jis Ne Naush Shahadat Ka Jam
Us Hussain Ibne Haider Lakhon Salam

Jin Ka Jhula Farishtey Jhulate Rahe
Lohrian De Ke Noori Sulaate Rahe
Us Hussain Ibn E Haider Pe Lakhon

Jis Ne Nana Ka Wada Wafa Kar Dia
Jis Ne Haq Karbala Mein Ada Kar Diya
Apne Ghar Ko Suparde Khuda Kar Diya
Jis Ne Neze Par Bhi Quran Par Diya
Us Hussain Ibne Haider Pe Lakhon Salam


Balaghal Ula Bi Kamalihi – Kashafad Duja Bi Jamalihi
Hasunat Jameeu Khisalihi – Sallo Alaihi Wa Aalihi


Balaghal Ula Bi Kamalihi – Kashafad Duja Bi Jamalihi
Hasunat Jameeu Khisalihi – Sallo Alaihi Wa Aalihi

Na Kahin Se Door Hai Manzilen – Na Koi Kareeb Ki Baat Hai
Jisse Chahe Usko Nawaz De – Ye Dare Habeeb Ki Baat Hai


Balaghal Ula Bi Kamalihi
Jisse Chaha Darpe Bulaliya – Jisse Chaha Apna Banaliya
Ye Bade Karam Ki Hai Faizle – Ye Bade Naseeb Ki Baat Hai

Balaghal Ula Bi Kamalihi

Main Bahak Sakoon Yeh Majaal Kiya – Mera Rahmnuma Koi Aur Hain
Mujhe Khoobu Jaan Ne Manzile – Ye Sh Koi Aur Hai

Balaghal Ula Bi Kamalihi

Meri Iltija Hai Yeh Dostho – Kabhi Thum Jo Soove Haram Chalo
Tho Banaake Sarko Qadam Chalo – Ke Yeh Raastha Koi Aur Hai

Balaghal Ula Bi Kamalihi

Ye Ghuman Tha Kahin Saal Se – Ya Yaqeen Hai Kahin Roz Se
Mere Dil Se Ghumbade Sabz Ka – Yeh Mamula Koi Aur Hai

Balaghal Ula Bi Kamalihi






Ya Elahi Sadqa E Ahle Rasool

Paish Krte Hain Ghulamana Salam

Yeh Salaam E Ajizana Ho Kubool








Dua K Liye Surah Fatiha Aur Surah Ikhlas Par Lain









Ya Apne Pyare Mehboob Nabi S.A.W K Sadqe, Hamari Hamare Maa Baap Ki Aur Sari Umat Ki Maghfirat Farma.
Ya Hamari Ebadat Ki Galtiyan Aur Tamam Gunah Maf Farma, Amal Karne Ka Jazba Day, Humein Perhaiz Gar Aur Maa Baap Ka Farma Bardar Bana.
Ya Hamein Apna Aur Apne Habib S.A.W Ka Mukhlis Ashiq Bana. Humen Gunahon Ki Bimariyon Sy Shifa Ata Farma.
Ya Humein Apne Ahkamat Par Amal Karne,, Apne Naik Raste Par Safar Karne Aur Infraadi Koshish K Zarye Dosron Ko Bhi Deeni Kamon Ki Targheeb Dilwane Ka Jazba Ata Farma.
Ya Musalmano Ko Bimariyon, Qarzdariyon, Berozgariyon, Byulladiyon, Byja Muqadama Baziyon Aur Tarah Tarah Ki Pereshaniyon Sy Nijaat Ata Farma.
Ya Islam Ka Bool Bala Kar Aur Dushmanane Islam Ka Muh Kala Kar Duniya Mein Jahan Kahin Bhi Muslaman Jihad Kar Rahe Hain Un Ko Kamyabi-o-Kamrani Ata Farma.


Ya Is Mehfil Mein Jo Kuch Para Paraya Gaya Us K Sadqe Tamam Ahl-E-Islam K Bakhshish Farma Day.

Ya Meraforum K Tamam Members Ki Pereshaniyon, Bimariyon, Tangiyon Ko Door Farma, Un Ko Dunyavi Aur Akhirat K Imtehano Mein Kamyabi Ata Farma Aur Har Kisam K Masle Ko Hal Farma.
Ya Jin Member’s K Maa Bap Chote Bare Jitne Bhi Rishte Dar Wafat Pa Chuky Hain Un Ki Bakhshish Farma, Un Ki Akhirat Ki Rahein Asan Farma, Un Ko Janat-Ul-Firdos Mein Alla Muqam Ata Farma.
Ya Jin K Maa Baap Hayat Hain Un Ki Pereshaniyon Bimariyon Ko Door Farma Un Ko Sehat-E-Kamila Ata Farma Aur Humein Un Ki Zayada Sy Zayada Hidmat Krne Ki Tofeeq Ata Farma.
Ya Is MeraForum Ko Taraki Ata Farma Is Ko Chalane Walon Ki Mushkilein Asan Farma.
Ya Yahan Jitne Bhi Member's Hain Un Pe Apna Khass Fazal-o-Karam Ata Farma.
Ya Tamam Member's Ki Jitne Bhi Zaati Masle Aur Un Ki Naik Khuwahishat Ko PoOra Faram


Ya Humein Dawat-E-Islami Mein Isteqamat Ata Farma.
Ya Humein Zair-E-Ghaumbad-E-Khizra Jalwa-E-Mehboob S.A.W Mein Shahadat, Janat-Ul-Baqi Mein Madfan Aur Janat-Ul-Firdos Mein Apna Apne Pyaare Habib S.A.W Ka Padros Naseeb Farma.
Ya Madine Ki Khushbodar Thandi Thandi Hawaon Ka Wasta Hamari Jaaiz Due’en Qabool Farma.

JisS KisSi Ne Bhii dUa K WasTe Ya Raab Kaha,
Kar Day Puri AarzoO Har Be-Kaso-MajboOr K
i














.




sUmA


DosTo IsS Mehfil Mein Ane Aur IsS Ko Banana K Liye MaiN ApP Sab Ka Dili Tor Par MashkoOr HoOn Allah ApP Sab KoO IsS Ka Dheero Ijar Ata Farma Ameen

Aur Han Langer Kha K Jaye Ga Mere PasS To Ap Ne Ana Ni Chalen Net Pe Khila Deta HoOn








ApP Sab Ka BohaT BohaT ShukriYa

 


Last edited by (‘“*JiĢδR*”’); 12-19-2012 at 08:38 AM..
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
(#2)
Old
Miss Habib Miss Habib is offline
 


Posts: 27,062
My Photos: ()
Country:
Join Date: Dec 2010
Location: Lahore
Gender: Female
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 01:26 PM

Ye Meri Taraf se Aj ki Sharing




بہ احتیاطِ عقیدت بہ چشمِ تر کہنا
صبا حضور سے حالِ دل و نظر کہنا!

حصارِ جبر میں ہوں اور یہاں سے بھی ہجرت
مَیں جانتی ہُوں کہ ممکن نہیں مگر‘ کہنا

میں خاک شہرِمدینہ پہن کے جب نکلوں
تو مُجھ سے بڑھ کے کوئی ہوگا معتبر کہنا

یہ عرض کرنا کہ آقا مِری بھی سُن لیجے
بحبز تمُھارے نہین کوئی چارہ گر کہنا

مَیںاپنی پَلکوں سے لکھتی ہُوں حرفِ نامِ رسُول
مُجھے بھی آگیا لکھنے کا اُب ہُنرکہنا

یہ کہنا اب تو ہمیں تاِب انتظار نہیں
کہ ہم کریں گے مدینے کا کب سفر کہنا


[نوشی گیلانی]

 

(#3)
Old
(‘“*JiĢδR*”’) (‘“*JiĢδR*”’) is offline
 


Posts: 43,615
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2010
Location: © ℓ ợ Ş ệ → тớ → ΅г ↔ ♥
Gender: Male
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 01:33 PM

Quote:
Originally Posted by Miss Habib View Post
Ye Meri Taraf se Aj ki Sharing

[/size][/b][/font]
Thanks 3 Days Mehfil Mein Ana Hai Aur Naatein Parni Hai Kal Ap ka Intezar Rehe Ga

 

(#4)
Old
Miss Habib Miss Habib is offline
 


Posts: 27,062
My Photos: ()
Country:
Join Date: Dec 2010
Location: Lahore
Gender: Female
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 01:35 PM

In Sh Allah zaroor ayoo gi

 

(#5)
Old
(‘“*JiĢδR*”’) (‘“*JiĢδR*”’) is offline
 


Posts: 43,615
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2010
Location: © ℓ ợ Ş ệ → тớ → ΅г ↔ ♥
Gender: Male
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 01:38 PM

THanks

 

(#6)
Old
Hazel Hazel is offline
 


Posts: 6,588
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Nov 2012
Gender: Female
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 02:18 PM

Meri Sharing

 

(#7)
Old
)*€° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °€*( )*€° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °€*( is offline
 


Posts: 10,633
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Mar 2011
Gender: Female
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 02:19 PM

Best Thread
And Jazak Allah And Best Idea..
and We Must participate kare gy dont worryy or Is K Ikhtitaam me Ye Dua Laazmi Kerwana Allah Hum Sb Ko Behaya Bnay
or Duniya Or Akhrut Me Kamiyabi Ata Furmay (Ameen)

 

(#8)
Old
)*€° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °€*( )*€° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °€*( is offline
 


Posts: 10,633
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Mar 2011
Gender: Female
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 02:24 PM

Ye Meri Taraf Se


 

(#9)
Old
Atta ur Rehman Atta ur Rehman is offline
Atta Ur Rehman
 


Posts: 681
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2012
Location: Sheikhupura
Gender: Male
Default Re: MF Mehfil-e-Naat 2012 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 03:33 PM

very nice..
g zarooooooooooooooooooooooooorrr

 

(#10)
Old
Atta ur Rehman Atta ur Rehman is offline
Atta Ur Rehman
 


Posts: 681
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2012
Location: Sheikhupura
Gender: Male
Default Meri taraf se..... - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-04-2012, 03:38 PM

[email protected]

 

Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
2012, mehfilenaat

« Previous Thread | Next Thread »
Thread Tools
Display Modes

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Qtv Exclusive Mehfil-e-naat Feb 2008 - Sarkar Ka Karam Hai (―*♥€»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«€♥*―) Hamd O Naat 2 08-12-2012 04:15 AM
New 2012 Naat - Al Nabi Sallu Aleh - Owais Qadri. (―*♥€»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«€♥*―) Hamd O Naat 2 08-19-2011 09:15 AM
Nabi ki Naat ki Mehfil RAJA_PAKIBOY Hamd O Naat 2 09-04-2010 10:07 PM
Mehfil-E-Naat Mein Aao RAJA_PAKIBOY Hamd O Naat 4 08-12-2010 12:00 PM
Mehfil e Naat 2008 - Shehzad Madani (―*♥€»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«€♥*―) Hamd O Naat 2 09-07-2009 07:50 AM


All times are GMT +5. The time now is 07:59 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG