Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Aaj udhas hoon to zamana mujhey phochne aya ..
Magar Jis pe tha sadiyon ka bharam woh nahi aya.. Woh to ek khuwaab tha toot gaya bikhar gaya hai.. ajj udhas lamhon main phir kyon mujhe woh yaad aya.. Zindagi ki masrufiat ke woh chand din jo guzar chuke hain.. na hi un pe urooj aya,aur na hi aun pe zawaal aya... Bhool na chahta hoon har lamha,har waqt jo guzar gaya hai.. jitna bhi roka woh waqt utna woh mere sath chala aya... Guzra hua kal na tha mera,na hai mera aur na ho ga kabhi... yeh mein janta hoon magar phir bhi na dil ko karaar aya.. woh wade teri woh kasmein woh sab yaad hain mujhe... magar phir bhi kabhi tum ko mera dil na bhoola paya.. ana parast the tum to khudaar tha main bhi yeh rishta hi humare dermiyan na raas aya..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
ajj, aya, hun, mujy, puchny, udaas, zamana |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
--zamana badlta jata hai-- | Hussain | Image Poetry | 8 | 07-22-2010 03:39 PM |
wo kaisa zamana tha | ~wish munda~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 04-14-2009 11:29 PM |
Hamay to ab bhi woh guzra zamana | A L i | Miscellaneous/Mix Poetry | 12 | 03-15-2009 02:52 AM |
Modern zamana???? | Humaila | Islamic Issues And Topics | 4 | 03-11-2009 12:19 AM |