Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Kya ab bi meri jhalak khwaab main nazar aati ha tumhin Kya meri har yaad ab bi raat bhar jagati ha tumhe Har andhera tumhin muj tak kheench lata tha Kya ab bi koi roshni is terah bulati ha tumhin Mera har raaz tumhin hawa hi bata jati thi Kya ab bi khushbu mere paigham sunati ha tumhin Meri taqlif par wo aankh main aansu aa jana Kya ab bi meri koi baat rolati ha tumhin Tumhara har jazba, tumhari aankh muj se keh deti Kya ab bi wo kuch na keh kar har baat batati ha tumhin Har awaz pe tumhin mere aane ka hota tha gumaan Kya ab bi koi Aahat youn satati ha tumhin?
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
aahat, koi, kya, satati, tumhin, youn |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Kitna Pyaar Tumhin karte hain | ~ Bikhre Lamhe ~ | Share Your Favourite Videos | 4 | 06-25-2011 11:42 AM |
Aahat Aahat intezaar kr k dekhna | ShahTaJ | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 07-25-2009 07:56 AM |
Ham tumhin socha karinge raat din | ~ Bikhre Lamhe ~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 7 | 05-16-2009 11:31 PM |
~Yaad Ro Ro K Teri Satati Hai~ | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 7 | 04-20-2009 08:46 PM |