Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Tujh se milne ko kabhi hum jo machal jaate hain. To khyalon me bohut door nikal jaate hain. Gar wafaon me sadaqat bhi ho or shiddat bhi. Phir to ehsaas se patther bhi pighal jaate hain. Uski aankho ke nashe me hain jab se doobay. Lar-khratay hain qadam or sambhal jaate hain. Bewafayi ka mujhe jab bhi khyaal aata hai Ashq rukhsaar par aankho se nikal jaate hain. Piyar me aik hi mosam hai baharon ka mosam Logh mosam ki tarha phir kese badal jaate hain ( author Unknown)
![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
hain, hum, jaate, kabhi, machal, milne, tujh |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Mil bhii jaate hai.n to kataraa ke nikal jaate hai.n | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Great Urdu Poets&Poetry | 29 | 09-14-2011 07:41 PM |
** sabhi door chale jaate hain ** | umair8005 | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 05-01-2009 10:31 AM |
~~ kabhi aah lab per machal gai ~~ | umair8005 | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 03-28-2009 08:04 PM |
lamhon main badal jaate hain log | humaa | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 03-11-2009 03:11 PM |
Silsilay tood gaya woh sabhi jaate jaate | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 03-10-2009 09:36 PM |