Islamic Issues And Topics !!! Post Islamic Issues And Topics Here !!! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
NAFS ka sath na do sirf ALLAH(swt) key ho jao, Allah(swt) ki naymatoon ka shukar ada karo, Gharoor se baaz ajao, aur maal daar baney ki tamanna na karo. Zahiri husn aur araistagi par iktafa na karo. Ilm bighair amal key mufid nahi, deen ko baich kar dunya kamana haram hai.. Mazbee mamulat mein tasub jaiz nahi.. Waqt ko ghanimat samjho aur qail na bano.. Taqdeer-e-khuda wandi par raazi raho, aur badqaron ki sohbaat se parheez karo.. Shairiat par amal karne se rohani taraqee hoti hai... NAMAZ ko namaz samajh kar parho, Imaan walo ki sohbaat ikhtiaar karo, Jo shaks ALLAH(swt) se nahi darta, dono jahaan mein oss key lye amaan nahi hai. Zahir mein muslman aur batn mein kaafir na bano.. Imaan-daro ki hi azmaish hoti hai.. Amal key bighaiir ilm haasil karna, UMAR ko zayaan karna hai.. Khidmaat karo ghay to makhdom bano ghay.. Taubah karney se musaib door ho jatey hai, shiariat par amal karney se hi haqiqi tasawuf haasil hota hai.. Jub daulat ki khuwash choor dogey, tou daulat mand ban jao ghay.. Taalim yaafta aur parheezghaar admi ki sohbat ikhtiaar karo.. Ibadat par naaz mat karo aur naik amal key muawze key taalib ghaar mat bano.. Jihaade-e-batn jihaad-e-zahir se ziada sakht hai.. Riakaar munafaq ki pehchaan yhe hai key who deen se dunya kamata hai.. Jo cheez tumhe sharkees banay osski taaleib choor do.. Nasiaat whoi kaarghaar hoti hai, jo amal ki zubaan se ki jay.. Zahid kabhi dunya key piche nahi pirta, aqal-e-halal se hi qalb ki safai hoti hai.. Rasool-e-akram (sww) se muhabbat karney wala, hamesha fiqr aur aflaas mein mumtara rahey gha, .. Jo alam dunya ka talib hai, who ghumraa hai.. Imaandaar kabhi bakhil nahi hota.. Jisski zaat se makhlook ko faida paunche whoi ALLAH(swt) ko pyaara hai.. .. ---Hazrat Ghaus-e-azam-----
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
![]()
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
nafs |
|
|