Yeh tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Great Urdu Poets&Poetry » Yeh tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar
Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
ROSE ROSE is offline
 


Posts: 52,341
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender: Female
rose2 Yeh tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   01-29-2013, 03:40 PM

Yeh tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar
yeah tairay phool say chehray pay chandini ke phawar
Yeah tairay lab yeh diyaar e yuman kay surkh aqeeq
Yeh aainay see jabeeen, sajda'gah e layal o nehaar

Yeah bay'nayaaz ghanay jungloon say baal tairay
Yeah phoolti hoi sarsoon ka aks galoon par
Yeah dharkanoon ke zubaan boltay howay abroo
Kamand daal rahay hain mairay khayaloon par

Yeah naram naram say hathoon ka garam garam lamas
Gudaaz jisam pay baloor tehoon ka samaan!
Yeah ungliyaan, yeah zumurad tarashee shakhain!
Kiran kiran tairay dantoon pay motiyoon ka gumaan

Yeah chandini mein dhullay paoon jab bhi ruqs karain
Fiza mein un ginay ghungroo chanaknay lagtay hain
Yeah paoon jab kissi rastay mein rung barsayain
Tu mousmoon kay muqadar chamaknay lagtay hain

Tairi jabeen pay agar hadson kay naqas ubhrain
Mizaaj gardish e doraan bhi larkharaa jaye
Tu muskuraye tu subhain tujhay salaam karain
Tu ro paray tu zamanay ke ankh bhar aye

Taira khayaal hai khushboo, taira libaas kiran!
Tu khaak zaad hai ya asmaan say utree hai ?
Mein tujh ko daikh kay khud say sawaal karta hoon
Yeah mouj e rung zameen par kahaan say utaree hai ?

Mein kis tarhaan tujhay lafzoon ka payrhan bakhshoon ?
Mairay hunar ke bulandi tu sar'nagoon hai abhi
Tairay badan kay khud o khaal mairay bus mein nahi
Mein kis tarhaan tujhay sochoon, yeahi junoon hai abhi

Milay hain youn tu kaye rung kay haseen chehray!
Mein bay'nayaaz raha mouj e saba ke tarhaan !!
Tairi qasam tairi qurbat kay mousmoon kay baghair
Zameen pay mein bhi akayla phir khuda ke tarhaan

Magar mein shehar e hawadis kay sung zadoon say
Yeah Aaina saa badan kis tarhaan bachaoon ga ?
Mujhay yeah dar hai kissi roz tairay kurb samait
Mein khud bhi dukh kay samandar mein doob jaoon ga!

Mujhay yeah dar hai kay tairay tabasumoon ke phuwaar
Younhi wafa ka taqaza, haya ka toor na hooo ?
Taira badan, tairi duniya hai muntazir jiss ke,
Mein sochta hoon mairi jaan woh koi "Aur" na hoo

Mein soochta hoon magar sochnay say kaya hasil ?
Yeah tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar


 






Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
ankhoon, bhanwar, jheel, kay, mein, rutjagoon, tairi, yeh


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bhanwar MEin MUjh Ko Jo Chor Detay (‘“*JiĢäR*”’) Ashaar's 4 12-18-2012 09:02 AM
In jheel C Gehri Ankhoon main.. DrEaMBoY Ghamgheen/Sad shayari 2 04-09-2012 08:26 PM
Aaj kay dor mein ay dost yeh manzar kion hai ShahTaJ Miscellaneous/Mix Poetry 11 07-25-2009 07:14 AM
Tairi jabeen pay agar hadson kay naqas ubhrain Dil Wale Miscellaneous/Mix Poetry 6 03-14-2009 02:54 AM
Yeh tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar Dil Wale Miscellaneous/Mix Poetry 5 02-24-2009 02:20 PM


All times are GMT +5. The time now is 12:56 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG