![]() |
Mere humnasheen
|
Re: Mere humnasheen
Very Very Nice Dear t4s
|
Re: Mere humnasheen
aye mere humnasheen chal kahi aur chal
is chaman mein ab apna guzara nahi baat hoti gulo tak toh sah lete hum ab toh kato pe bhi haq hamara nahi aye mere humnasheen chal kahi aur chal dil ko bahlaye kaise shabehijr mein dil behalne ka koi sahara nahi chand bhi chup gaya raat bhi dhal gayi asman mein bhi koi sitara nahi aye mere humnasheen chal kahi aur chal jane kis ki lagan kiski dhun mein magan ja rahe the kaha mud ke dekha nahi humne awaz parthi woh awaz di tum mein kehte oh humne pukarah nahi aye mere humnasheen chal kahi aur chal mera zauke nazar azma lijiye ghar ho bijli girane gira lijiye main bhi ghar se chala hun yehi soch kar aj nazare mili yah nazara nahi aye mere humnasheen chal kahi aur chal jab gulistan ko khun ki jarurat padi sabse pehle humari hi gardan kati phir bhi kehete hai humse yeh ahele chaman yeh chaman he hamara tumhara nahi aye mere humnasheen chal kahi aur chal is chaman mein ab apna guzara nahi baat hoti gulo tak toh sah lete hum ab toh kato pe bhi haq hamara nahi |
Re: Mere humnasheen
beautifull song
thx for shairing |
Re: Mere humnasheen
wow Nice .....!!
|
All times are GMT +5. The time now is 11:13 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.