|
Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
|
Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
Zakhm nasoor na bane kahan mumkin ha?
Sabar karne ko kehte ho kehan mumkin ha?
Aah dil se na nikle ye kehan mumkin ha?
Lamha-Lamha guzarta ha teri yaadon ke sehare
Khwahisin Aaj pori houn ye kehan mumkin ha?
Dil-e-bytaab ko sene se laga lo ah dost
Jism se dil tu alag ho ye kehan mumkin ha?
Chand-tare bi zameen par rooz utar Aate hain
Husn ka rooz ho deedaar kehan mumkin ha?
Aasman aaj muje NieNd nai Aati ha
Pyaar ho husn ke Aagosh mein ye kehan mumkin ha?
Ek ek din tu guzarta ha tasavor mein tere
Yaad mein umra ka katna kehan mumkin ha?
Maikada mehfil-e-jana our Ahdure se kya khouf
Hosh mein reh ke ab jeena ye kehan mumkin ha
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|