|
|
Posts: 13,084
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2009
Location: In The World of Reality
Gender:
|
|
kisi ko achi baat batana khamoosh rehnay say behtar hai aur bori baat batanay say khamoosh rehna behter hai
boray dost say bacho kyu k woh tumhara taroof ban jaat hai
khnay mai aab na nikalo agar pasand na ho to na khao
jo aab pooshi karay ga allah taalllah kiya mat k din os ki parda [pooshi karay ga
jo admi apni rozi mai wasat aur darazi umer ka khowaish mand hai woh aponay rishtay daro say acha salook karay
shirk k baad sab say bara gunnah waldaan ki na farmani hai
jis nay waldaan k sath acha salook kia osay khushkhabri ho k allah tallah os ki umer barha dayta hai
teen dua woh hai jin ki kabooliyat mai koi shuba nahi mazloom ki dua musafir ki dua waldaan ki dua
|