MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Islam
»
Quran
»
Tafseer -UL- Qur'an Karim !!!
Quran !!!!Quran ki Nazar Sey!!!!
|
 |
Shaam
|
|
Posts: 5,120
Country:
Join Date: Dec 2008
Location: some where near somebody
Gender:
|
|
o zabardast asad me inei aaj first time yah post dekhi
bohat acha silsila hai
Allah ajr dei tum ko.
mei ek baat aur add karna chahooga logo se ke ger koi ibhaam ho koi baat samjh na aye tou zaroor poochlein
yaha kuch users ko Allah ne samjh aur taufeeq di hai Quran parhnei aur samjhnei ki.
jo ayaa upper guzri hai adam ko sajda karne wali us me ek baat qabil e zikr hai jo buzurgaan e deen ne farmai.
wo yah ke adam ko sajda us ke ilm ki waja sei aur bartari ki waja hukum dia tha yaani ke
farishto ko kaha gaya e yah insan jis kaam ki koshish karei is ki madad karna us ko poora karne me
no matter muslim ho ya nahi lekin jab koi irada musammam karlei
aur us ke lia koshish karei tou Allah apnei farishto ke zariyeh us ko poora karne me madad kartey hain
aur beshak Allah kuch karne ke lia farishto ke ya kisi ke mohtaaj nahi.
|
BaiKaar MemBer !!
|
|
Posts: 8,871
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender:
|
|
Quote:
Originally Posted by Shaam
o zabardast asad me inei aaj first time yah post dekhi
bohat acha silsila hai
Allah ajr dei tum ko.
mei ek baat aur add karna chahooga logo se ke ger koi ibhaam ho koi baat samjh na aye tou zaroor poochlein
yaha kuch users ko Allah ne samjh aur taufeeq di hai Quran parhnei aur samjhnei ki.
jo ayaa upper guzri hai adam ko sajda karne wali us me ek baat qabil e zikr hai jo buzurgaan e deen ne farmai.
wo yah ke adam ko sajda us ke ilm ki waja sei aur bartari ki waja hukum dia tha yaani ke
farishto ko kaha gaya e yah insan jis kaam ki koshish karei is ki madad karna us ko poora karne me
no matter muslim ho ya nahi lekin jab koi irada musammam karlei
aur us ke lia koshish karei tou Allah apnei farishto ke zariyeh us ko poora karne me madad kartey hain
aur beshak Allah kuch karne ke lia farishto ke ya kisi ke mohtaaj nahi.
|
shaam .. KOI BAAT NHI .. daair aya DURAAT ya buddy !!
or bilkul app nay sahe kaha hai .. mujhe is thread ko kamyaab rakhnay or is ko buhat achay sy chalanay k lye kuch logon ki need hai .. kyun kay mujhe itna kuch khass idea nhi so bus app sab logon ki rehnumaii k sath sath hosla afzaii ki bhe zarorat hai !!
|
 |
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
All times are GMT +5. The time now is 11:53 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.