Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#133)
![]() |
|
|||
|
(#134)
![]() |
|
|||
|
(#135)
![]() |
|
|||
|
(#136)
![]() |
|
|||
meray siva koi itna udas bi to na tha khizaan kay chand ko acha laga mera chehra kitab khol raha tha wo apne mazi ki waraq waraq pe bikharta gya mera chehra jise bujha ke hawa sogwar phirti hay woh shama-e-sham-e-safar thi ke tha mera chehra ye log keun mujhe pehchante nahin muhsin main sochta hoon, kahan reh gya mera chehra
|
(#137)
![]() |
|
|||
Meri zubaan se meri dastaan suno to sahi
Yaqeen karo na karo, meherbaan suno to sahi Chalo ye maan liya mujrim-e-muhabbat hein Hamare jurm ka ham se bayaan suno to sahi Bano ge dost mere tum bhi dushmano ik din Meri hayaat ki aah-o-faghaan suno to sahi Labon ko see ke jo baithe hein bazm-e-duniyaa mein Kabhi to un ki khamoshiaan suno to sahi Kaho ge waqt ko mujrim bhari baharon mein Jala tha kaise mera aashiyaan suno to sahi
|
(#138)
![]() |
|
|||
Dil Main Bikhrey Hoyee Jaloon Say Pareshaan Na Ho
Mere Guzrey Hoyee Saloon Say Pareshaan Na Ho Meri Awaaz Ki Talkhee Ko Gawaraa Kar Lay Mere Gustakh Sawaloon Say Pareshaan Na Ho Main Ne Maa'na Teri Ankhain Nahi Khulti Magar Din Nikalne Day,Ujaloon Say Pareshaan Na Ho Apni Zulfoon Main Utarti Hoyee Candni Ko Chupa Mere Bekhrey Hoyee Baloon Say Pareshaan Na Ho Aayee Nahee Dost Main Bharpor Hawa Hon Teri Mere Mazi K Hawaloon Say Pareshaan Na Ho Daikh Yoon Door Na Ho Mujh Ko Laga Lay Dil Say To Meri Rooh K Cha'loon Say Pareshaan Na Ho Khud Ko Weraan Na Kar Mere Liya,Jaan Meri In Pareshaan Khayaloon Say Pareshaan Na Ho.!!
|
(#139)
![]() |
|
|||
Aankhen bhi wahi hain to dareecha bhi wahi hai
aur soch ke angan me utarta bhi wahi hai Jisne mere jazbon ki sadaqat ko na jana ab meri rafaqat ko tarasta bhi wahi hai Is dil ke kharabe se guzar kis ka hua hai aankhen bhi wahi,honth bhi,lehjaa bhi wahi hai Jo kuchh bhi kaha tha meri tanhaayi ne tujhse is sheher ki deewar pe likkha bhi wahi hai Woh jisne diye mujhko mohabbat ke khazane badal ki tarha aankh se barsa bhi wahi hai
|
(#140)
![]() |
|
|||
Bujh Rahey Thay Diye Gir Rahay Thay Shajjar, Log Hanstay Rahay...
Doobta Jaa Raha Thaa Kisi Ka Nagar, Log Hanstay Rahay... Apnay Khwaboon Ke Raizay Sametay Huwey Mein Terey Shehar Men... Jis Gali Se Bhi Guzra Har Ik Morh Per, Log Hanstay Rahay... Teri Yaadon Ka Ik Kaarwaan Har Qadam Merey Hamraah Thaa... Meri Tanhaeyoon Pe Magar Bekhabar, Log Hanstay Rahay... Phir Wohi Saaneha Kal Zameeen Per Huwa, Baarishoon Ke Khuda... Jhonpra Jal Raha Thaa Kisi Ka Magar, Log Hanstay Rahay... Us Ke Naazuk Murjhaaye Huwey Haathoon Men Mehndi Sulaghti Rahi... Aur Khushiyaan Manaatey Huwey Raat Bhar, Log Hanstay Rahay... Us ke Gham Men Sissakti Rahi Zard Patton Men Chup Ke Hawa... Jis Ke Hontoo Pe Pheeki Hansi Dekh Kar, Log Hanstay Rahay... Likh Ke Naam Us Ka Ghar Ki Har Ik Cheez Par Hum Sajaatay Rahay... Dekh Ke Ghar Ke Javed, Deewaar-O-Dar, Log Hanstay Rahay...
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
collection, poetry, shayeri sach bolti hai |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
""Babiez Drunk"" (funny) | SHAYAN | Babies World | 40 | 08-26-2011 04:11 AM |
""Apni Ankhon K Ashk"" | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 20 | 07-20-2011 03:24 AM |
*CongratzZ "H.Z" 4 "7000" PoSts* | ~*Gillanii | Birthday & Other Wishes | 41 | 07-20-2011 02:01 AM |
**i love u in ""different languages""** | **heer4u** | Fun | 9 | 03-02-2009 02:13 AM |